How to create blog, Blog kaise banaye janiye hindi me , what is blog in hindi, blog kya hai or kaise apna registration kare
Hello Dosto Aaj Mai is Post Mai Batau Ga Ki Kis Parkar Ap Online Free Blog Bana Sacte Ho ,
Dosto ager hamare pas koi aise jankari hai jis ki madat se hum logo ki help kar sacke to ap ke pas ek blog hona bahut hi jaruri hai wo isliye kyoki blog ek google ki free service hai jo pure world mai femesh hai ap jo bhi post apne blog mai dalo ge , to jo koi visiter us ko google par search karega to ho sacta hai ki apki post us visiter ke samne aa jaye or uski help ho jaye ,
To Dosto Hamne Jaan liya hai ki blog kya hai
TO Dosto blog banane ke liye hamare pas kya kya hona chahiye
NO.1 = Email Id , Emai Id Banye
NO.2 = Thodi Si Internet Ki Janakari
To Sabse pahle dosto hame www.blogger.com ki website par jana hai
wahan par apko apni email id or password dalna hai
phir apke samne kuch is parkar ka page khulega
Ab apko NewBlog Par click karna hai
to ab apke samne ye page open hoga.
To Ab Apke Samne Title OR Blog Address Hai
Title = Title mai apko apne blog bes ke bare mai likhna hai jis ke uper ap apna blog bana rahe ho
Address = Address mai apko apna blog dalna hai jo app chahte hai or phir Create Blog per click kar do.
ab apke samne ye page open hoga
To Dosto Ab Apka blog ready hai posting ke liye
View Blog Par Click kijiye or apka web blog page ready hai to lag jaiye aj se bloging post mai
HAPPY BLOGING
Hallo Dosto Kaise lagi mer ye hindi me bloging post ager ap mujh se kuch puchna chahte hai bloging ke about to mujh se comment mai apna comment post kijiye or mai apko jald hi reply dunga thanks to read my post
Related Post
No comments:
Post a Comment
Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi