Thursday, March 28, 2019

Google Par Apni Image Photo Kaise Upload Kare


"Google Par Apni Image Photo Kaise Upload Kare" Sabse pahle dost apko mai Ye Bata Du ki Google Ek Search Engine Hai Jo Apke Dale Huye Sabdo Ko Search Karta Hai Or Usi sabdo ke anusar parinam(Result) Dekhata hai. Or Jitni bhi images google par hai wo google ki nhi hoti hai wo images jyada tar google+ ya facebook ya anye social networking website ya anye website or blog ki hoti hai


Google Par Har Koi masoor hona chahta hai apni photo ke jariye taki uski popularity Ho ussay Insaan jane  ki  isnaam ka ye banda hai Lakin 
Lakin Kuch Logo ko internet ka gayan kam hoto hai or unko niras hona padta ki ham ye kaam kaise kare ki hamari photo google par show ho.


hota ye hai dosto ap koi bhi image search kar rahe hote ho to sabse pahle google, google+ ki website par jaye ga ager usko wahan se koi image nhi milegi to vahe facebook ke pas jaye ga TO ISPARKAR JITNI BHI IMAGE HAI WO KHAn na kahin kisi website par upload hai ussay google par show hoti hai


To Dosto Mai Apko Batau ga apni is post mai ki kis parkar ap apni image google par show karwa sacte ho wo  bhi asan tarike se

What Is a Requirement Show on google my image 
google par apni image ke liye kya chahiye

No.1 Apke Pas Email Id Honi Chahiye
No.2 Apka FaceBook Account Hona Chahiye
Ager ap tweeter ya linkdin jaise anye social site use karte hai to or bhi badiya baat hai


Sabse Pahle App Google+ Par Login Kare Apni Gmail ki id se



Ab Apko Apne computer se us image ko select kijiye jo ap google+ par shar karna chahte hai
Us image ko select kar ke right botten press kijiye or us image ki proparty mai jaiye
Ab apko Detail Par Click karna hai
ab Image Description mai apko tittle subject rating tage mai comment mai apna naam daliye jo ap google par search kare jis se image google par show ho

 


Ab Jaise Hi Sari Detail daal doge to isko apply karne ke baad isko save kare dijiye
or image ka rename change kar dijiye 


Ab apko karna ye jo image apne abhi adit detail kiya tha usko ap google+ par upload kar dijiye phir ap usko facebook par or jitni bhi social website hai un sabhi par ap apni image ko upload kar dijiye upload karne ka matlab hai usko shear kar dijiye


ab apne google plus par image shear ki hai us image par 1 baar click kijiye

ye post jarur padhe
SBI ATM Card Pin Kaise Cahnge Karte Hai Online

Jaise for example meri image ka  jo maine google plus par shear kiya hai
Maine is image ka naam diya hai sonu rajput on goole plus
  Ab Apki Window Mai jo link aya hua hai ap usko par submit kar dijiye

Google par image ka link submit karne ke liye yahan par click kijiye Click Here
link par click karne ke baad ye page khule ga
url mai apki image ka url ko paste kijiye or submit kar dijiye
To dosto ab apki image goole par show hone ke liye taiyaar hai
Goole apki image ko ek din ke ander google par show kar dega


16 comments:

  1. Mobile se image upload nahi google par

    ReplyDelete
  2. Google par mobile image upload nahi hoti

    ReplyDelete
    Replies
    1. Google par image upload nahi hoti hai lakin Jitni bhi him social website use karte hai google unko tress karta hai or google image mai show karta hai

      Delete
  3. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  4. mobil se imege uplod kar sakte hi kya bhai sonu rajput btao yaar plizz

    ReplyDelete
  5. mobil se imegh kese uplod kare

    ReplyDelete
  6. mobil se imege uplod kar sakte hi kya bhai sonu rajput btao yaar plizz

    ReplyDelete
  7. Google par prophile pic kese upload kare batao yr

    ReplyDelete

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi