Saturday, March 30, 2019

PayPal Par Account Kaise Banye



PayPal Par Account Kaise Banye, How To Create PayPal Account in Hindi, Kaise Banate Hai PayPal Account, India Me PayPal Account Kaise Banaye


Hallo dosto aaj hum jane ge ki kaise paypal par account banaya jaye wo bhi hindi mai samaj kar
to sabse pahle hum paypal ke baare me jane ge ki paypal kya hai or kab se iska aarambh hua hai

Paypal ek Online money transfer website hai jo ki ye 190 country mai bilkul muft hai iska aarambh 1998 Mai hua tha jab se ye website chl rahi hai.

Agar dosto app koi bhi online Business Ka kaam kar rahe ho to ap ke pas ek paypal account hona bahut hi jaruri hai or paypal har week mai payment transfer karta hai.

To dosto Mai apko apni is post mai batau ga ki kaise paypal par account banate hai step by step

PAYPAL ACCOUNT KE LIYE HUME CHAHIYE
NO.1-BANK ACOUNT
NO.2-EMAIL ID, Email Id Banaye
NO.3-PAN CARD
NO.4-APKA ADDRESS PROOF
NO.5-DABIT YA CREDIT CARD
NO.6-MOBILE NUMBER

To Humay NO.1 se Leker NO.6 tak sabhi proof chahiye

sabse pahle humay paypal ki website par transfer hona hoga
Step. 2 mai isko Individual he Rahne de
Step. 3 ab apko apna Passwor or email id dalni hai , apko mai bata du ki pasword apko 8 character ka kam se kam hona chahiye wo bhi 1 nuber mai or ek symbol mai 

 
Step . 4 mai humko ek Form ka page open hoga 



1 is form page mai apko apna dalna hai
2.phir apko apna 2nd name dalna hai
3.ismai apko apni date of birth dalni hai jo ki tumhari docoment wali ho.
4.Nationality mai apko inda he rahne de
5.ismai apko wo he address dalna hai jo tumhare docoment mai ho
6.ismai apko apne city/town/sehar dalna hai jo apke docoment mai ho
7.state  me ap apni state ka naam dale.
8.apke area ka pin code dale jahan par ap rahte ho.
9.or ismai apko apna mobile number dalna ahi
10.or last mai apko image ka text word box mai type karna hai jo apki image mai ho
or  i agree ke samne wale box par tik marks ka nisan mar de
Agree and Create Account par Click kar de


Step. 5 Ab PayPal Apse Apke Dabit/credit card ki jankari mange ga ismai apko apna dabit ya credit card number dalna hai aor phir expire date aor ccv nuber dalna hai


To Dosto Ab Ready Ho chuka hai hamara account paypal par
kuch or baat mai batana chahta hu dosto mai paypal ke baare mai abhi apka account fully verify nhi hoga kyuki paypal mai apko apna account verify karwana hoga
or verify ke liye paypal apke account mai 2 trah ke amount dale ga jaise ki Rs=1.23 , 1.26  ye amount apko apne payapl verify bank account mai dalna hai phir apka payapl full verify ho jaye ga.


Earn Talktime Application Ko Download kijiye is link se click here


DOSTO KAISE LAGI MERI YE POST HINDI ME PAYPAL ACCOUNT KAISE BANAYE  AGER APKO MUJSAY KUCH JANNA HAI TO AP MUJ SE COMMENT MAI BAAT KAR SACTE HAI MAI APKI HELP KARUNGA WO BHI HINDI


                        THANK YOU READ MY POST


Meri Sabhi Posto Ko Read Karne Ke Liye Yahan Par Click Kare Click Here

Related Post


2 comments:

  1. hello sir agr kisi ka credi card ya debit card na ho to kya paypal account nhi bnega ?

    ReplyDelete
  2. hello sir agr kisi ka credi card ya debit card na ho to kya paypal account nhi bnega ?

    ReplyDelete

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi