Thursday, March 28, 2019

Mobile Phones Ki Basic Jankari


Mobile Phones Ki Basic Jankari Dosto Ye post mai un Dosto ke liye likh Raha hu Jinko Mobile Phones ki Basic Jankari Kam Hoti Hai Or Jaise ki Apko Ek Naya phone Lena Hai Par Apko ye nhi pata ki phone ka Systems Kon Sa hai Phone ki Rem kya Hai phone ka Storage kya hai. To dosto isi tarah ki Basic Jankari Mai Apko batau ga is post ke jariye.

Step.1
Mobile phone ka Version Kaise Pata Kare

Hum Kisi Bhi Company ka phone purchase Karte Hai to hamko ye nhi pata photo ki iska version kya
To Chaliye jante hai Kaise Check karte hai mobile phone ka version
Sabse pahle Ap Apne mobile phone Ki Setting mai jaiye
Ab apko sabse last mai apko Phones About Ka Option milega Ap vahan par click karke check Kar Sacte ho

Ab Apke phone Mai Kafi Trah ke option show honge

Ab Ap chahe to apne mobile phone ka Software bhi Upload kar sacte Hai internet ke jariye

Jaise ki mera phone Andorid Version 5.1 Lollipop Hai to Iska MATLAB ki mere mobile phone ka version letest hai
Or Is version Se Bhi Abhi Filhal Latest version aya hai Androids 5.0 Jo ki Lolipop Version Hai Ye 2015 Ka sabse Latest version hai



Step.2
Mobile Phone Ki Ram Kaise Pata lagaye Or Ram Kya hoti hai ye bhi Jane



Mai Apko ye or bata du ek chiz zo hamare phone mai sabse jayada important hai Wo Ram hoti hai jaise ki for Example hamare Sarir Mai Dil ka ek aham rol hota hai waise hi ram ka a ham rol hota hai.Or ram ki madat se hamara phone hang nhi hota hai Ram hamre phones mai kam se kam 1Gb Ki honi chahiye Taki hamare phone mai hum apni manpasand ki Application ya Game Load Kar Sake
Mobile Mai Ram ko kaise check kare 
Sabse Pahle Hame Settings Mai Jana Hai
Settings>>Apps>>Ram




Step.3
Ab Hum Baat karege mobile storage ki or mobile mobile storage kya hota hai ye bhi hum Jane he
Mobile Storage ka bhi bahut aham rol hota hai mobile phones mai
Jaise for example hamre  sarir mai dimak ka aham rol hota jise insan har baat har lamhe ko yaad rakhta hai usi parkar mobile phone ka bhi Ek storage hota ye kam se kam 4Gb MA Hona Chahiye jiski madad se hum usmai song video bina kisi memory card ke daal sacte hai 

Mobile phone ka Storage kaise check Kate
Sabse pahle hame phir se mobile phone ki setting mai Jana hoga
Settings>>app>>Mobile StorageStorage



Kaisi lagi Dosto meri Ye post ager Ap is post se related kuch bhi mujse puchna chahte ho to app mujay is post mai comment kijiye phir mai apki help kar sakuga


Ye Post Jarur Padhe :-



Tage Line

Mobile phone ki jankari,mobile ki ram kya hai,mobile ram ka key kaam hota hai,version kaise pata kare,mobile phones ka androide version kaise pata kare,mobile storage kya hai,mobile stogare ka kya karta hai,internal storage kya hai,how to check mobile Storage,how to check mobile ram,what is mobile ram,what is mobile storage,what is andoride version,how it work on ram in mobile,mobile ki sari jankari Hindi mai,mobile phone ka software kaise update kare,how to update mobile phones, mobile ram in jankari,basic mobile knowlages,Sonurajput.

1 comment:

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi