Robot.txt File kya hai
Robot.txt file google yahoo bing jaise Search engine ke liye kaam karta hai jitni bhi tamam website blogs hai ye option sabhi ke ander paya jata hai .
hum apni website mai kuch aise contant dalte hai jo app search engine se Share karna nahi chahte or unko search engine mai nahi ane dena chahte yani ki aap kuch bhi maan lo agar app ne koi post banai hai or app nahi chahte ki ye post google yahoo bing jaise tamam search engine mai search na ho or in tamam engine se chupa sacke apni jaruri post ko to hum robot,txt file ka use karte hai or waise to blogger ke ander custom Robot.txt file iske ander Add hoti hai to bloggers mai robot.txt file ki koi jarurat nahi hoti hai kyuki blogger google ka he part hai
Robot.txt File Kaise Banaye
User-Agent: *
user agent mai humko starik ka Chin ( * ) Lagana hai iska matlab ye hai ki jitne bhi search engines hai jaise google yahoo bing jaise sabhi search engine mai apki website blog unke search engine ke ander aa jaige or apki website inmai search hone lag jaige
Disallow:/
Disallow ka matlab ye hai ki hum aise post ko google yahoo bing par allow nahi karte jiske jariye visiter wahan par aye or usko wo jankari na mile or hum disallow ke jariye inko search engine ko permission dete hai wo yahan par na aye
jaise for example http://sonurajput.com/about me
Allow ke jariye Aap search engines ko ye bata sacte hai ki apko yahan par ane ki permission hai
or app meri baat mano to allow ko app sabhi post ke liye allow he rahne de
Sitemap:/
sitemaps ke ander apko apni website dalni hai iske jariye search engines ko ye pata chalta rahega ki apne konse post publish ki hai or kon se apki post poular banani hai
app apni website mai kuch is parkar se robot.txt file ko set kar sakte ho
User-Agent: *
Disallow:/
Allow:/
Sitemap:/http://www.sonurajput.com/sitemap.html
Robot.txt File Ko Blog Mai kaise Add kare
sabse pahle aap blogger ke dashbord mai Aaiyeor apko wahan par setting ka option milega or apko wahan par search preferences par click karna hai apko or phir apko robot.txt file ko yes karte hua aap unke ander robot.txt ki file save kar do
blogger dashbord >> setting >> search preferences >> robot.txt
to dosto app is parkar apni manpasand ki custom robot file bana sacte ho agar apko is post se related kuch puchna hai to app apna javab comment box mai submit kare or mujay apki help karne mai khushi hogi thank you to read my post
Taged Line,
what is robot.txt file, robot.txt file ki jankari, robot.txt file kya hai ,robot.txt how i can add robot.txt file in bloggger or word press, kaise add kare robot.txt ko blog mai, puri jankari robot.txt ki, robot.txt, robot.txt seo, seo ki jankari, kya hai robot.txt, robot kaise banaye,robot.txt in blogger, robot.txt google yahoo , robot.txt ka matlab kya hai, Sonu Rajput.
No comments:
Post a Comment
Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi