"How To Pay LIC Policy Payment In Hindi" Dosto Aaj KA Hamara Topic hoga Lic Ki Payment Kaise Kare Online Dosto Mai Ye Post un logo ke liye create Kar Raha Hu Jinehay Lic Ki Payment Online Karni Nahi Aati Or Wo Bhul Jatey Hai or Aaj Kal Logo Ke Pas time bhi Bahut Kam Hota Hai or Is Bhagdod mai wo Kuch Aisa Kaam Miss Kar Jate Hai Jiska Baad Mai Hamey Afsos Hota Hai Ab Aap Lic Payment Ko He Le lijiye. jaise ki Aaj apko lic pay karni Hai Or apko yaad Nahi Reh pata or Baad Mai Lic Office Dafter Bhi Band Ho Jata Hai phir Apko Night Raat Ko Yaad Aata hai ki Aaj to license pay karni thi , to Isliye mai Apko Batane Ja Raha hu Ki Hum Online Internet Ke Jariye Lic Ki Payment Kabhi Bhi kar Sacte hai Chahe Din Ho Ya Raat. Lic Online Payment 24/7 open rahti hai
Or Mai Apko is Post Mai Bayau ga ki App kis Parkar 5Min Mai Lic Payment Kar Sacte ho Bina Kahi Jaye lic office mai.
To Chaliye Shikhte Hai Lic ki Payment
Apko Sabse pahle Apko Google Open karna Hoga
Or Usmai Likhna Hoga 'ONLINE LIC PAYMENT' or usko search kar De Google mai
Sabse pehla link lic ka hoga Usko open kijiye
Ab Apke Samne LIC PAY Direct ka Options hoga Ap Isi ko Click minuteminute
No.2 Mai Apko WO rakam dalni hai Jitne ke App lic ki payment large ho
No.3 mai apko Apni Date of Birth Dalni hai
No.5 mai apko Apna mobile number enter karna his
No.6 mai apko text image ko edit box mai likhna hair
Or Submit kar Dijiye
Ab Apke Samne payment Chart aa Jaye ga Or Aap se Pucha Jaye ga Ager Aap Ek Se jayada lic payment karna chahte hai to 'Add more lic ' Par click kijiye ager Aap Apni lic ki payment karna chahte hai to Submit par click kijiye jaise He App Usko submit kare ge Apke samne ek or chart open hoga Usmai apke policy detail or premium ki rashi likhi hogi or apko ab pay Prm ke Dabey ko click karna hai or usko submit kardijiye Ab apke samne ye page open hogs
Jaise ki mere pas State bank of Patiala ki net banking hai or mai isko select karunga
Phir ap Apni bank ki website par transfer ho jaoge to Ab apko Apna User name Or Password dalna hai Ab Ap apne bank ke Account ke Ander Aa Jaoge Ab apko do baar verification ko Submit karna hai or ab apke register mobile number par bank ka otp password ayega apko apna mobile ka top password dalna his or Apki lic payment ho jaye gi or 1ya 2 hours baad apke email account par lic ki payment receipt aa Jaye Gi
Tag Line
How to submit Lic payment in online,Online LIC payment kaise Kare, ,Lic Login,Lic,online lic payment,lic ki jankari,lic kya hai,Lic Full Form, Life Insurance corporation of India,Jindagi ke Sath Bhi Jindagi Ke baad Bhi,lic join,lic ki jankari,what is lic, How I can Submit lic premium, lic samandhit jankari,sonurajput
sir plz apna nambar dijiye aap se baat karana hai mera email id rakeshchauhan15072001@gmail.com mo. 7080931396
ReplyDeleteOK Rdjesh Ji mai Aapko Jald he contact karunga
Delete