"26 January Kyu Manaya Jata Hai" Aaj mai apko 26 January se related baate shear karne ja raha hu jahan tak mujay knowledge hai mai apko shear karunga. kyuki maine aise kaafi logo ko dekha hai jo 26 january ke baare mai bilkul bhi nahi jante hai ki ye 26 januaru kyu manaya jata hai to dosto ye post mai aap jaise dosto ke liye leke aaya hu
or wo saari jankari mai app ko batau ga jo 26 january se Related hai to chaliye dosto hum bina time vest kiye is post ke title par aate hai.
doto sabse pahle hamare bharat desh mai angrej chote se vayapar ke liye aye or dekhte dekhte unhone sampurn bhart mai apna vayapar jama liya or aisa karake unhone pure bharat apne adhine kar liya or unhone bharat mai kaafi udhyogo ka vistaar kar liya or pure bharat par kabza kar liya.
or ab bharat ke logo par ye angrej julam udhane lage or bhariyo ko angrej tujh or mamuli log samajhte they or kabhi kabhi bhartiyo ko buri buri galiya dete they. To Aise mai ab bhartiyo ka khun khol udha or bardas ke bahar ho gaya to phir sabse pahli Ajadi ki Aang 1857 Isvi mai lagi or is ajadi ke liye sabse pahle mangle pandey ne kadam hudhaye or lakin kuch karno se ye aange utni feil na saki jitna hona chahiye tha kyuki ye ajadi ki sabse pahli ladai thi.
Happy Republican Day Hindi English SMS Shayri
Or ab 1919 mai jaliya vala baag mai bhariye logo par angreji sarkar ke janral dayer ne apne seniko ko nihate logo par goli chalane ka adesh de diya jiske karan sekdo bhariyo ko apni jaan gawani padi lakin ajadi ki aange ab pure bharat mai feil chuki thi or ab 26 january1929 ko jawahar lal nehru ne lahore ke adhivese mai bharat ko ajad karne ki sapath li or phir bhariyo logo ne kamar kas li or phir angrejo ko pichey hatna pada or 15 Augest ko 1947 ko bharat purn roop se ajaadho chuka tha. or bharat ka savidhan lagu hua . or bharat ka savidhaan 26 january 1950 ko Dr.Bhimrav Amedker duvara kiya gaya gya or 26 january ko bharat mai chuti holiday ka alaan kiya gaya.
facebook par account kaise banate hai janiye hindi mai
jo desh kisi ke adhine gulami karta hai or phir wo ajaad hoja jata hai to uska ek savidhaan lagu hota hai
or is din veer javano ko sardhan jali de jati hai or unke liye 5min ka moun rakha jata hai.
or Gantantr ka Matlab hota hota hai bhariye nagriko davara chuna gaya saasan
2016 ki Top 10 Indian Bikes Ke Jankari Hindi Me
is din ka live telicast kiya jata hai DD 1 Chennal par or is telicast ke jariye humey bharat ki power dekhne ko milti hai. 26 January ko Sachoole ke kafi bacchey hisa lete hai or is din bharat ke geet par nachte hai
to kuch ncc ke javan apni pread dikhate hai.
Https or SSL Certificate Ka kya matlab hota hai
26 january ke din hamare pardhan mantri amar veer javano ko sardhanjalite dete hai or is din hamare desh ki armi ki hamey bahut he acchi pread dekhne ko milti hai or is din kaafi matra mai Lal kile ke pas bhid ho jati hai or asmaan mai mai humay ladaku hawai jahaj dekhne ko milte hai or wo kaafi sare kartv dikhate hai. Bharat bhagye vidhata jai hind jai bharat.
To friends ab ap ko pata chal gaya hoga ki hum 26 january kyu manate hai or agar apko is poat se related kuch puchna ho to app mujay comment box mai aker puch sacte hai
Taged Line:-
26 January kya hai, republic day kya hai, hindustan mai republic day kyu manaya jata hai, 26 January ki puri jankari hindi me,26 january fastival day, india ki 26 january , savidhan kya hai, gantantr divas ki jankari ,jaankarii republicday ki, puri jankari 26 january ki,26 january ka kya matlab hai,26 January ki Rochak Jankari,SonuRajput.
Happy republic day
ReplyDelete