Friday, March 29, 2019

How To Port Mobile Number ( MNP ) In Hindi


"How To Port Mobile Number ( MNP ) In Hindi" Aaj ka hamara topic hai MNP Yani Mobile Number Portability iske jariye Hum Apna Mobile number bina change kiye dusre company mai Transfer kar Sacte hai.Or Apka number Wahi rahega lakin Apki Service Change ho jayegi mobile number ki.




MNP ko leker costumer ke man mai kafi reasons hote hai.Koi Apni number ki service se paresan to koi INTERNET Data Charges se paresaan hai or kai Baar to Aisa bhi Hota hai Hamari family, Home or Dosto par jayada tar ek he service company ke number hote hai lakin Hamere pas us Company se Alag Number hone ke karan hamare unse calling karne ka jyada charge lagta hai to Aise mai Hum paresan hoke apna number bhi usi company ka karwa lete hai jis company hamare sercal mai jyada use hota hai .to Dosto kafi Sare reason ho sacte hai MNP ko leker.To hum Kis parkar Apna purana number kisi or company mai kaise Transfer karte hai. To Chaliye Jante hai is post ke Title Mai.

Sabse Pahle apko apne Mobile ke inbox mai jaker ek Message Type karna hoga


Meri Ye Post Jarur Padhey - Online mobile recharge Kaise Karte Hai


Apko type karna hai >>

PORT<Space>Your Mobile Number Or Usko Send Karna Hai 1900 Par

For Exmp:- PORT 9812345678 To Send This Msg 1900

Or Ab Apke Mobile Phone Pai Ek Msg Ayega Uske Ander UPC ka Code Hoga
MNP Message


Or Wo UPC code Apko us company mai dena hai jismai ap apna mobile number Port Karwana Chate ho


Meri Ye Post Jarur Padhey - Zero Balance Par Internet Data Loan Kaise Le


Number Port Hone mai 7 Days ka Time Bhi LAg Sacta hai

UPC code 15 Din ki Validity Ka hota hai Agar apka number 15 din ke ander port nahi hua to app ki porting application Stop Kar di jayegi.

Jaise He apka number port successful  ho jaye ga tabhi Apke Pas us company ka msg Aa jayega jismai apne apni Sim Card Port Karwai Hai.

Agar apko meri ye post acchi lagi to plz isko shear kijye or mujay comment kijiye Thank You Frinds

Meri Sabhi Post Read Karne ke Liye yahan par click kare   Click Here



Taged Line:-
How To Port mobile number,mobile number portability,mnp status check, mnp information in hindi, mnp haryana,Airtel idea vodafone videocon bsnl tata docomo indicom uninor aircel mnp jankari, kaise kare mnp,how to transfer nuber to other company,mnp ki puri jankari, mnp kya hai,what is mnp,port kya hai,what is port,port ko kaise use kare,mnp ka matlab,full status mnp information,ek number ko dusre number ki service mai kaise transfer kare,mnp in hindi,mnp helps,SonuRajput.

21 comments:

  1. Tata docomo.ki.sim port activation k liye kar diya haii or muje recharge karna haii mere tata wale no par recharge nahi ho raha haii . Kya aisa hota hai kya . Port activation k baad recharge nahi hote haii . Plz help me .
    Via. MjR Sounds

    ReplyDelete
    Replies
    1. Port Activation ke Baad Aap Apna Mobile Recharge Na He Karaye To He Dhik hai , waise Jab Tak Apka Number Port Nahi Ho jata Dusri service mai Aap recharge karwa Sacte hai Lakin Jayada balance recharge na Karwaye kyuki 7 Days ke Baad Service change hone se Apka Sara Balance Lose ho sacta hai.

      Delete
  2. I have applied for MNP. It's been 7 days.No response. It is Idea postpaid to BSNL postpaid. Where inquire status? Please tell.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Aap bsnl Ke is number par baat karo

      1800-180-1503

      Delete
  3. Bhaiya mujhe Vodafone se dusre company mei port karana hai.. But mai chahta hu ki jo mere Vodafone balance hai wo b shift ho jaaye..kya tarika k balance waste hone se bach jaaye..mai service se pareshaan hu..Ek din b nahi rakh skta es network ko

    ReplyDelete
  4. Bsnl sabse ghatiya network hai

    ReplyDelete
  5. Mujhe code nhi mila h ab tk reliance sim ka kya krna prega customer care se bhi bat nhi ho pa rhi h koi idea dijiye

    ReplyDelete
    Replies
    1. Jis company me port krna h us ke store me jake direct port krwa skte ho mene aaj hi karvaya h

      Delete
  6. Bhai mujhe bhi reliance ka code nahi mila kai bar sms kar chuka hoon..koi aur tarika batao magane ka

    ReplyDelete
  7. sir ji ,mera reliance GSM ka sim card hai . port karne ke liye massage bahut baar kiya ,
    par upc code ka massage nahi aa raha hai, kay karun....................???

    ReplyDelete
  8. Bhai mujhe bhi reliance ka code nahi mila kai bar sms kar chuka hoon..koi aur tarika batao magane ka

    ReplyDelete
  9. Mera no port ho gya Hai first reacharge retailer see karana jaroori Hai kya

    ReplyDelete
  10. bhaiya mera relaince ka no. h uski services band ho gyi h mujhe us no. ko port krna h maine 1900 pr bhi msg kiya but koi reply nhi aaya kya process h tell me

    ReplyDelete
  11. Maine idea Postpaid no ko prepaid Karna Diya an mujhe idea se airtel me Jane me liye kya Karna hoga

    ReplyDelete
  12. bhai mere aircel ke no. pe UPC code nahi aa raha or network bhi nahi aa rahe kese port bota please batayen

    ReplyDelete
  13. Tata docomo se airtail me kse kre

    ReplyDelete

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi