Hello Friends Aaj hum sekhay ge ki kis parkar hum Mdu Ka Online Form apne Jariye Kaise Apply kare wo bhi asan tarike se or mai apko ye bhi bata du ki mdu ka koi bhi online reappear form ho uska Fill up karne ka pattern bilkul same hota chahey apko B.com ka form Apply Karna ho ya Apko B.A ka form appply karna ho kyuyki inko apply karne ki ek he style hoti hai . Agar app koi bhi online form apply karne ke liye app markaet jaoge to apse draft ke alava 300 se 400 rupay ka charge lagta hai wahi form app apne jariye apne kher par apply karoge to wo 300-400 rupay apke bach sacte hai or koi bhi form mdu reappear kaise apply karte hai to chaliye jante hai is post mai or ab hum atey hai is article ke tilte ke topic par
Sabse pahle apko mdu ki website par jana hoga or wahan se apko online form par jana hoga to mai apko sedha online form ka link de deta hu wahan se apko letest online mdu reappear form ki sabhi trah ki jankari mil jaigi ki kon sa form ki konsi last date hai form ke link par jane ke liye yahan par click kijiye http://reappear.mduonline.net/online_form
Ab apko First Time User par click karna hai
or ab apko Apna registration number ke apko apna roll no bhi dalna hai or isko submit kar dijiye
Meri Ye Post Jarur Padey - Online RD account kaise banaye
Ab apke samne online reappear ka form khulega
usmai apko apne genrel information dalni hai
No.1 Select tha admission Year
No.2 select tha program year Agar app BA Ya B.Com mai stdy karte ho to UG ko Select Kijiye
Or Agar App M.Com ya M.A kr rahe ho to PG ko select kijiye
No. 3 select tha sem.year
No.4select tha medium on Language
No.5 select tha gender of male ya female
No. 6 Enter Tha Date of Birth
No. 7 leave a blank this colum isko khali jhod do
No.8 Select tha course jiske antergart app stady kar rahe ho
No.9 select tha exam center
No.10 Agar App apne docoment mai last name use karte hai to he last name daliye warna rahne dijiye
No.11 apki mother name daliye
No.12 Cast ke category ko select kijiye
No.13 Passport size image ko upload kijiye
No.14 ismai apko apne sign ki image upload karni hai
or nichay apka mobile number or address state or city apse puchi jayegi or uski puri information apko batani hai or ab is form ko submit kar dijiye
Ab apke Samne ek new page open hoga ismai apse pucha jaiga ki app ki konse subject mai reappear hai to apko wo subject ko select karna hai or isko bhi submit kar dijiye
meri ye post jarur padey - Net banking se online paise kaise tansfer karte hai
Ab apke samne ek page open hoga jismai apki wo sari information hogi jo apne is form mai apply ki hai or ab apko is form ko submit karna hai or ab apke samne ek chalan ayega jo ki700 rupay ka hoga
usko print out karwa lijiye or usko apne near Axis Bank mai jaker uski fees complate karwa lijiye
Note:- Form Number Apka User Name Hoga Or Password Apki Date Of Birth Hogi
Ab apko us chalan ki ek photostate karwa lijiye or apke result ki ek copy ki bhi fhotostate karwa lijiye
un dono fhoto copy ko apko mdu ke address par send karna hai send karne ke liye ap usko simple dak se send kar sacte ho , or apko is address par send karna hai
Maharshi Dayanand University,
Information Center,
Gate No.1,
Rohtak 124001
Ye Post Meri Jarur padey - Mobile Ko Root Kiase Kare
To Dosto ab apko samaj aa gaya hoga ki kaise hum mdu ka online form bhar sacte hai apne jariye or agar apko ye post acchi lagi to plz isko shear kijiye or mujay comment kar ke bataiye ki ye post kaise hai Thank You
Meri Sabhi Post Read Karne ke Liye yahan par click kare Click Here
Taged Line:-
How to apply mdu form online, ba ka form kaise apply kare, ma ka form kaise apply kare, mdu ke form kaise apply kare, mdu ki jankari, MDU Result, mdu online reappear, reappear form kaise apply kare,reapper ki puri jankari,mcom ma p.hd llb ka form kaise aply kare haryana mai mdu ka form kaise apply kare, mdu ki basic jankari MDU hindi, How Can i submit online form in mdu, BA ki Last Date Ki Jankari, Admission Kaise le mdu mai, Admission ki last date, Form ki jankari,online ki janakri,mdu kya hai, class ka form kaise bhare, mdu par login kaise kare,SonuRajput.
Sir, In column no.3 (select the sem/year) we are not change the year. When 1st, 2nd year(dde) reappear form coming?? Plz give answer quickly.
ReplyDeletesunil ji ye reappear online form mein Form NO. mein kya bharna h, aapne upar likha h user name , ye user name student id h ya reg. no. please help mein apna form download nahi kar pa raha hu
ReplyDeleteUser Name Mai Aapko Aapna Form No. Dalna Hai
DeleteSir maine apna form pura fill nhi kiya or ab form no. Ka pta nhi h or log nhi kr pa rhi hu sir plz tell kya krna chahiye
DeleteJab Aapka Form Fill Up Hua He Nahi Hai To Aapko Form No. Kaha Se Milega , Isliye Aap Fhir Se Form Fill Kar Sacti Hain Or Aapko Form Number Mil Jaiga .
Deletesir kya btech k form b online bhar skte hai?
ReplyDelete