"How To Transfer Blog Data To Other Blog In Hindi" Aaj ki hamari jo post hai wo blogger data ke uper hai . Aaj apko ye batau ga ki kaise hum apne blog ke post or page yani ki data ko hum kaise dusre blog par tranfer kar sacte hai. kai baar aisa hota hai ki hamare blog mai kuch problem Aa jati hai or ya phir blog ke theme mai kuch problems Aati hai to aise mai Aap uska data ka back up le sacte hai or us back up ko dure blog mai download kar sacte hai jise ki hamare wo saasri post or pages or comment us blog mai create ho jaye ge. To cha;liye bina time waste kiye mai apko is post ke main title pr lata hu
Step .1
Sabse pahle aap apne blogger ki dashbord ki setting mai jaye Or wahan se Other ko open kare
ab apko Blog Tools Mai se Export blog ko open kare
Ab apke Computer mai ek xml file download hogi
or jayada jankari ke liye is photo mai dekhe
Setting>>Other>>Tools Blog>>Export Blog
Step.2
To ab apka blog ka data apke computer mai save ho gaya hai
to ab apko karna ye hai ki aap ab apna dusra blog open karo or usmai
Ab app same wo he step follo karo jo maine apko Step.1 mai apko bataya tha
Setting>>Other>>Tools Blog>>Import Blog
Jaise he app emport blog open karoge To Ab apko file upload karne ko kaha jaiyega
To Ab Apko Wo XML Wali File upload karni hai.
Is Process mai 3 se 4 Minute Bhi Lag Sacte Hai
Or ye XML wali File Computer Ya Laptop Se he Upload Hogi
To Lijiye Dosto Ab Apka Blog dusre blog mai transfer ho gaya hai .
Dosto Apko mere duvara di gai jankari agar acchi lagi to plz isko jarur shear kare or mujhay comment karke ke bataye ki meri ye jankari apko kaise ladi Thank You
Taged Line:-
Ek blog ka data dusre blog mai kaise download kare, xml file ki puri jankari, blog mai xml file kya hoti hai, import blog kya hai iski puri jankari,export kya hai iski puri jankari, blog ki file kaise download kare,blog ka data kaise save kare, blog mai xml file ko kaise save kare,SonuRajput.
Bhai isse copyright hoga ya nahi
ReplyDeleteNahi Hoga
DeleteYadi main pahle wale Blog ke post ko dusre blog par launga to dusre v blog par jo post hai wo delete to nahi hoga
DeleteNahi hoga Delete
ReplyDelete