Mobile Software Update karne se pahle in baato ka Rakhe Dhayan.
No.1 Apke Mobile Phone ki Battery 30% Se Jyada honi chahiye
No.2 Apke Mobile Mai 3G Plan Activate Hona Chahiye
No.3 Apke Mobile Storage mai kam se kam 1gb Space hona Chahiye
No.4 Apka Mobile ka Operating System Android Hona Chahiye.
To Apko In Baato ka rakhna hoga dhayan update karte samay OK.
Mobile Software Kaise Kare Update.
Sabse Pahle Apko Apne Mobile ke System Setting mai Jana hogs.
Or Apko Wahan par About Phone options milega to usko open karna hoga
Or Phir Apko Check Update Par Click karna hai . Agar Apka mobile new Version ke
Liye Available Hoga To Apko Download Software Karne Ke Liye Bola Jaiga. Or Us Software ki file kam
Se kam 500 se 700 mb ke bich ki ho sacti hai to check Now Par Click Kare.
Agar Apka Mobile Update ke liye Available nahi hoga To Apke phone mai Already up to
date ka msg Dikhaye iska matlab hoga apko phone ke liye philhal koi bhi new software
Available nahi hai.
To Aisa karke Aap ye check kar sacte hai ki Abhi Apke phone ke liye koi new software
Available hai ya nahi
Mobile>>System Setting>>About>>Check Software Update
Taged Line:-
Mobile software kaise update Kate,mobile software kaise download kare,mobile software ki jankari,software update kaise karte hai,software update karne ki jankari,SonuRajput.
mere phone me wi fi ka problem hai
ReplyDeletereset kyavtha hua nahi