"How To Register New Website In Bigrock In Hindi" kya apke pas website hai agar nahi to aj mai apko batau ga ki kaise hum apni new website le sacte hai wo bhi keval 299 rupay mai jismai apko 6 month ki hosting free di jaigi . dosto ajkal apni ek pahchan internet par banani bahut he jaruri hai. or iske liye hamko ek website ki jarurat padti hai . kyuki Aaj kal to email service bahut hai lakin ek parsonal website nahi hai . mai to ye kahta hu agar apko internet ki 5 parsent jankari hai to app apni website ko manage kar sacte ho or ismai mai apki help karunga . to ab hum sidhe is post ke title par Aate hai
Sabse pahle Aap apni website ka naam soch lo
or naam sochne ke baad apko Bigrock.in ki website ko open kijiye
or iske search baar mai apna website ka naam daliye
or isko search kar dijiye
Agar wahe domain name available hoga to apko show ho jaye ga
Domain ko select karne ke baad usko check out kijiye
or phir ek baar apko phir se checkout karna hoga
or ab apko Process To Payment par click karna hai
Ab Ap Payment mode pai Aa jaoge to Apko iski puri payment karni hai
or uske baad apki khud ki ek website ban jaige
or meri ye post app jarur padhe :- website ko blogger se kaise jodte hai
or meri ye post bhi Aap jarur padhe:- Blogger ki puri jankari hindi mai
Taged Line:-
How To Create Free website in hindi,website kaise banaye,website ki puri jankari, website kya hai, website kaise kharidte hai,website kaise purchases karte hai, website ka kya matlab hai,website ko blog se kaise jode, www hindi,website hindi, bigrock ki jankari,bigrock par domain kaise le,kitne paise se website kharide,website or blog mai kya samanta hai,sonurajput.
No comments:
Post a Comment
Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi