Tuesday, March 26, 2019

HOLI Festival Kyu Manaya Jata Hai Puri Jankari Hindi Me


"HOLI Festival Kyu Manaya Jata Hai" Aaj ki Is Post mai Apko Bataunga ki Hum Holi Ka Tayohar kis liye or kyu manate hai To Chaliye Jante hai Holi festival ki kuch Bato ko.

Bhartiye Hindu ke anusaar holi ka  tayohar Prachin kaal Se Badi Dhoom Dham se Chalta Aa Raha Hai . or is holi ke tayohar ko Falgun Purnima Ke Din Banaya jata Hai . or is bhartiy tayohar Ko 2din tak manaya jata hai or pahle din Holika Jalai jati Hai jise hum holika dahan kahte hai Or Agle din 7 Rango ke sath hum ek dusre ko Rang lagate hai or ek dusre ko hug karte hai.


Holi ke tyohar ko India or Nepal mai mai bade joro-soro se manaya jata hai or is din geet sangit or dhol bajaye jate hai .


Meri Ye Post Jarur Padhe :- Idea Internet Share Kaise Kare
Meri Ye Post Jarur Padhe :-  Cricket Match Ya Ipl Ki Ticket Kaise Kare Book Online


Holi ke Din log apni Purani katutta Dusmani ko bhula kar ek dusre se Gale milte hai or phir iske baad phir se dost ban jate hai.


To Ab Jante Hai Holi Ka Tayohar Kyu manaya jata hai


Holi Festival Story In Two Parts
Holi Ke Tayohar ki Do Kahaniya hai


Parchin Ved Yug ke Anusaar hiranyakashipu( हिरण्यकशिपु) Naam Ka Ek  Balsaali Aasur Rehta tha Jisko Brahma Dawara Vardan Mila Hua tha To Usko Is vardan mai na to koi insaan uska vadh kar Sacta tha Na koi Asur , Na usko ki dharti par mar sacta tha na koi Aasmaan mai,or na he koi Janwar mar sacta sacta hai ussey .

Meri Ye Post Jarur Padhe:- T20 Cricket Or IPL Match Score Ki Puri Jankari

To Hiranyakashipu ko Apne Aap par Ghamand Ho Gaya tha jiske Karan  WO Apne Aap ko Bhagwan Samajhne laga Tha.


Hiranyakashipu Ki Nagari mai Hiranyakashipu ki pooja hoti Thi Agar Koi uski nagri mai Kisi bhi Devi Devta ki Koi Pooja Karta tha to Usko Dannd(punishment) Diya jata tha .
Jiske Karan Log Uski Pooja karte The.

Meri Ye Post Jarur Padhe:- Wi-Fi ka Password Kaise Check Kare

Lakin Ek Aisa Insaan Tha Uske Rajhye ki nagri Mai Jo Jai Shree Kirshna Ka Jaap Karta Tha or WO Khud Uska  He Beta tha Prahlaad.
Hiranyakahipu ka Beta Prahlaad ( प्राह्लाद) Jisko kisi bhi parkar ka Der (भय) Nahi tha or WO uske niyamo ka Ulanghan karta tha Jai Shree Krishna ka Jaap karke . Hiranyakashipu ne Apne Bete prahlaad ko Kai Baar Dandit ( Punishment) kiya lakin Prahlaad Ne Bhagwan ke Naam Ka Jaap Nahi Choda Jiske Karan usko Apni Behan (Sister) Holika ki madad leni padi.


Meri Ye Post Jarur Padhe:-Flipkart Se Online Shopping Kaise Kare

Holika Ko Bhagwan Shiv Dawara Ek Aisa Verdan mila hua Tha jabtak Holika ke Pas WO Vardani Kapda(Cloth) Hoga Tab tak duniya ki koi bhi Aag Usko jala nahi sacti .
To Hiranyakashipu Ne Apni Behan Holika Ko Aadesh Diya or Kaha WO Prahlaad ko jalti Hui Aang Mai Prahlaad ko apni Godh mai leker Baidh Jaye.
To Holika prahlaad Ko Jalti Hui Aang Mai leker Baidh Gai lakin prahlaad ka jaap Nahi ruka or wo jai shree Krishna ka jaap karta raha Or tabhi Aise Hawa Chali Jis Se holika ka WO Vardani Kapda hawa mai udh kar holika se Dur Chala Gaya Jiske karan Holika Ka Ussi Aang mai Bhasm(Death) Ho Gai or prahlaad ko Kuch Bhi Nahi Hua or WO bhagwan ka jaap karta raha.To Jabse wahan ke log is din ko yaad karne ke liye Raat ko Holika Dehan Karte hai.

Or Prahlaad ki Katha ke Alava Sree Krishna ke janam ki bhi katha ka bhi proyog kiya gaya hai is Din Shree Krishna ne Putna (पुतना) Naam ki Rakshsi Ka  Vedh kiya tha. Jiske Baad wahan par Rango ke Sath ek dusre ko rang lagane ke Sath Geet sangit ko Aayojan hua phir uske Baad isko har Saal  manaya jata hai.

Mer Ye Post Jarur Padhe:-Mobile Ka Safe Mode Kaise Activate Kare

Agar Apko Meri Ye Post Thodi se acchi lagi to plz isko Facebook par Jarur Shear kare Or mujhay Comment karke Batye meri post ke Baare me.

Mer Ye Post Jarur Padhe:- Computer Ki Video ko Kaise Hide Ya Lock Kare Bina Software Ke


Mita Tag:-

Holi Ki Puri Jankari, Holi ka tayohar, Holi Festival, prahlaad ki jankari,Holika Dehan ki jankari, Holi ka tayohaar kyu Manaya jata hai,Holika dehan kyu hoti hai , Holi kaise khele, Holika ki jankari, Hindu Festival holi,SonuRajput.

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi