Tuesday, March 26, 2019

Flipkart Affiliate Se Paise Kaise Kamaye? Jane Hindi Me


"How To Make Money With Flipkart" Filpkart Ek Aisa Madhyam hai Jiske use se hum gher baidhe online Product Purchase kar Sacte hai Bina Kahi jaye Sirf Apne Mobile ya Laptop ke Use karne Se. Ye Ek Indian e-Commerce website Jo ki hame Dukan Se kam price mai Product online dilwati Hai.


Or Ek Aisa he Madhyam hai Flipkart Affiliate Jiske use se Hum Kaffi Sare Paise kama Sacte hai . bus us product ki ads apne blog ya website par laga kar or phir us product ka link whatsApp par share karke bhi Paise kama Sacte hai . 

Flipkart Affiliate ek Aisa Madhyam hai jiske use se hum lakho rupay kama Sacte hai or kuch log to aise bhi hai Jo lako rupay se jyada Paise kama rahe hai . flipkart Affiliate same to same marking Job Jaisa hai Bus Frak intna Hai marketing mai Apko Gumna Padta hai or product sell karna padta hai . or Flipkart Affiliate mai Apko online Product Sell karwana  padta hai . jis se humey us product ka kuch present  commission hai.

Flipkart Affiliate ke Liye Apko Sabse Pahle Ek Website ya Blog ke Jarurat padti hai 
Agar Apke Pas Website Blog Nahi hai To Aap meri ye Post Padhe :- Free mai website blog kaise milega. 

Agar Apka Blog ya website Acchi hai or Apki site ya blog par per day 1000+ visitors hai To Aap flipkart  Affiliate ko Apne Blog par Use Kare. Agar Apka blog ya website Abhi New hai to Aap Flipkart Affiliate product ki Ads to laga le or us Ads ka link Aap apne whatsApp or Facebook jaise Social Sites par Share Kare issay Apko Acchi income Hogi.


Flipkart Affiliate Apko dashboard report bhi deti hai jiske use se hamko ye Pata chalta rahega ki hamare blogs Pai  kitne visitors ne affiliate products Ads pai Click kiya Or Jitno ne Us product ko order kiya or hamko un orders par Kitna commission or Kitne Paise mile uski Saari Jankari hamko Affiliate report mai milti rahegi.


Flipkart Affiliate Cooking files ka bhi Use Karta hai .Jaise Ki Apke Blog pai Flipkart Affiliate ki product  Ads Hai Or Kisi Visitors ne us Ads pai click kiya or WO us product ke buyer page par hai or usne WO product nahi kharidta hai to WO us product ko agle 50 din ke Ander kabhi bhi direct Flipkart website par jaker us product ko buy karta hai to To bhi humko us product ka Commission milega. Ye jaruri nahi hai ki buyer sidhe Apke blog ki Ads se product ko kharide bus usko ek baar us Ads par Click karna padta hai baaki Kaam to cooking file ka hota hai.

Flipkart Affiliate ka Har product ka alag alag commission hota hai un product Commission ki jankari Aap mere Dawara Upload ki gai image mai Dekh Sacte hai.


www.sonurajput.com
Flipkart Affiliate Apko Mahine mai 1 se 3 tarik ko  payment karta hai WO bhi direct Apke Bank Account mai EFT payment ke dawara
Apke Affiliate Account Mai kam se kam 1000 Hazar rupay hone Chahiye tabhi Apke Payment payout Hogi.  AGAR Aap Flipkart se kuch saman kharidna chahte hai to Apke Affiliate Account nai 250 Rupay hone jaruri hai Aap unko Gift Voucher mai convert karke Shopping kar Sacte ho 

Flipkart Affiliate ke liye Apko Sabse Pahle Ek Email I'd Chahiye or ek Apko blog Chahiye

Or Apko ek Bank Account number Chahiye or Apko ek Pan card Chahiye Agar Apke Pas ye sabhi Requirement puri hai to He Aap Flipkart Affiliate par Account bana Sacte ho. Agar inmai se ek bhi requirement puri nahi hai to Aap Flipkart affiliate par Account nahi Bana Sacte . Flipkart Affiliate par Account banane ke liye yaha par Click Kare Click Here 
To Friends Kaise Lagi meri ye Basic jankari Flipkart Affiliate ke bare . Agar Apko meri is post se related kuch puchna hai to Aap mujhse comment ke jariye puch Sacte hai . or meri is post ko facebook or apne friends se Jarur Share Kare . Thank You

Meta Tage :-

How to make money online with Flipkart Affiliate, make money online information, flipkart affiliate se Paise kaise kamaye, flipkart se Paise kamane ki jankari,Flipkart affiliate kya hai, flipkart affiliate ki basic jankari Hindi me, Flipkart Affiliate commission information in Hindi,Flipkart se Paise kamaye, Affiliate key hoti hai, Flipkart Affiliate ki puri jankari Hindi me, Flipkart Affiliate kaise kaam karta hai, Flipkart Affiliate Paise kaise send karta hai, Flipkart Affiliate commission kaise milta hai, What Is Flipkart Affiliate, Flipkart Affiliate in Urdu, Flipkart Affiliate ma MATLAB kya hai,SonuRajput.

2 comments:

  1. Hi mera name shakir hai. Muje affiliate ke bare me aek baat puchhni thi pls help me.

    Kya hamari kisi product ki reference link se koy bhi e-commerce site par jave or uske baad vo shakhs hamara product nahi dusra product ki kharidi karle to kya uska bhi kamishan hamko milega.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Nahi, Humey usi product ka commission milega Jo hum sell kar rahe hai

      Delete

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi