IFSC Code ek aise service hai Jiska Use Only Bank ke Transactions Ke Liye Hota hai
IFSC Code ki Form Hoti hai Indian Financial System Code , Ye Iske Full Form Hoti Hai.
IFSC code 11 Digit Ka Hota Hai . Or ye Code kisi bhi Bank or Sakha ki pehchan karne ke liye
11 Digit Code Banaye hota hai Jo IFSC Code kahalat Hai. Agar Apko Abhi Bhi IFSC Code
System Samaj Nahi Aaya ho to mai Apko ek Example ke tor par Batata Hu Jiske Use se
Apko Ifsc code system samaj Aa Jaye ga . Jaise Ke Aap Kisi State Ka Form Fill Up karte
Ho To Apko Sabse And Mai Apko Us Form Ko Bejhne ke liye Address ki jarurat Padti hai
Or Us City Ke Pin Code Ki jarurat Padti Hai To Waise He Aap kisi bhi Bank mai Aap Paise
Transfer karte hai to Apko IFSC code ki Jarurat padti hai . IFSC Code se Sidhe Apke
Account mai he Paise Aa jate hai . or Har bank ka Apna IFSC code system hota hai .
Or ye Bhi JRuri nahi hai ki ek Name ke Char Bank ho or Unka IFSC code same ho Aisa
Nahi Hota hai . Agar Apki City mai ek naam ke char bank ke ifsc code Bhi Char
Free Charge Lo Do Khatam Karo Kya Hai
Honge Alag Alag Different Traha ke.
IFSC Code Ka Use NEFT ( एनईएफटी ) , RTGS ( आरटीजीएस ) , IMP ( आईएमपी ) Ki Suvidha ke
Liye Bhi Kiya Jata Hai .
Meri Ye Post Padhe
Mobile Kharidne Se Pehle Rakhe In Bato Ka Dhyan
NEFT Kya hai :-
National Electronic Fund Transfer ( NEFT ) kisi bhi Company , Vayakti or Corporate
Dawara Apne bank ke khate se electronic System internet dawara kisi bhi vayakti Fram
Ya Company ke kisi bhi bank Account mai Balance transfer karne ki Suvidha hai.
Oppo F1 Mobile Ki Jankari
RTGS Kya Hai :-
RTGS Paisa Transfer karwane ke Sabse TeZ Or Fast Parnali hai . ismai ek bank se dusre
Bank mai Paise transfer karna usi Time mai lag bhg ho jata hai . or ye parnali bank duwara
Ki jati hai . RTGS ki Adhik Jankari ke liye Aap Apne bank Se Contact kar Sacte hai.
IMP Kya hai :-
Imp ek aise service hai jiska use Mobile se Hota hai . imp ke jariye turant bhugtaan Hota
Hota hai. Isko Mobile interbank ke name se bhi Jana Jata hai. Is seva ke jariye Aap
Apne Account se dusre Account mai paisa mobile phone ke madhyam se transfer kar
Sacte hai.
Whats App Ki Theme Kaise Change Kare
India Mai kahi se Bhi Kisi bhi bank ka ifsc code search karne ke liye Mai Apko ifsc code search karne ki website bata raha hu Aap Ismail apne nagar ke bank ka bhi ifsc code search kar Sacte hai
Www.bankifsccode.com par jaker Aap Search kar Sacte hai
YouTube Par Video Upload Kaise Karete hai
To friends Ab Apko Samaj Aa Gya hoga ki ifsc code kya Hote hai to Agar Apko
Meri ye post Acchi lagi to plz isko Facebook par or Apne dosto se jarur share Kare
Thank You.
Meta Tage :-
What is ifsc code and how to use it bank, what is neft , what is rtgs , what is imp And how tobuse, ifsc ki jankari, IFSC kya hai, ifsc ka form kaise bharte hai,ifsc kaha use Hota hai,ifsc bank mai kaise use Kare, ifsc ki jyada jankari Hindi me,neft kya Hota hai,neft form kaise bhare,neft kaise use Kare, neft kiya hai,neft ki puri jankari Hindi me, neft ki full form kya hai, neft in Hindi,imp kya hai, imp kiya hai, imp ka kya MATLAB Hota hai, imp mobile mai kaise use kre,imp se Paise kaise transfer Kare, imp ki puri jankari Hindi me ,left or rtgs ka form kaise share,SonuRajput.
Ifsc codeअलग ब्रांच और Account number अलग ब्रांच हो तो Successfully Transfer हो सकता है क्या और Account से पैसे कट सकते है
ReplyDelete