Hello dosto, aaj m aapko ek gajab ki trick batane ja rha hu. Aapko projector ke baare me to malum hoga. Jo aap cinema theatar me dekhte ho parde par film. Wo projector ke karan hi hume parde par dikhti hai Movie. Par kya aapko malum hai ki aap apne phone ko projector bana kar ghar par theathor ka maja le sakte hain. Ji haan, Aapne ek dum shi suna. Lekin kaise, aaiye btata hu m apko wo trick. Sabse Pahle Dhayan De Jo Aap Apne Mobile Mai Video Projector par Play Karo To WO HD Honi Chahiye Or Kam Se Kam Us Video Regulation Size 720*1280 Ho Ya Is say Jayada Ho.
Requirement :-
- Koi Bhi shoes Type ka Box
- Ek megnifying lense
- Android phone 2.3
- white Clothe Saped Kapda
ye post jarur padhe :-
kya karna hai :-
- sabse pahle shoes box ko ek side me megnifying lense laga ke phir uske size ka mark lga le.
- Ab Aap mark ko blade ki help se cut kar de.
- cut kiye hue hisse par aap fevi kwik ya gond ki help se megnifying lense ko chipka kar fit kar de
- box ke dusri taraf wale hisse ke andar ki traf aap kisi stand ki help se apna smart phone rakh de.
- box ke cover se box ko band kar de.
- samne diwar par koi white colour ka koi kapda parda ya chadar latka de.
- aap Apne mobile se koi bhi video play kare. Or Ab Aap dekhoge ki samne diwar par lge parde par screen aa jayegi.
-
ab aap mobile ko box me aage piche kar parde par screen ko apne anusaar adjust kar sakte ho. Or ghar bhaithe apne smart phone se theathar ka mja lijiye.
Magnifying Lance Kaise kaam karta hai :-
jab magnifying lence par andhare me koi rosni ya kisi bhi parkar ka parkas darpan padta hai or roshni khi or se bahar na nikal paye. To lence us rosni ki focus ko apne andar avshoshit ( अवशोशित ) kar leta hai or use bahar ki taraf faila kar nikalata hai jisse hume screen size bada dikhai deta hai.
Parda ko White rakhe, Par kyu :-
waise to hum kisi bhi colour ka parda use kar sakte hai or chahe to parda lagaye bhi na Ho. Hume screen diwar par bhi dikh sakti hai. Lekin white parda laga dene se hume screen saaf dikhai degi or screen ke colour accurate dikhai dete hai. Agar hum kisi or colour ka pard use karte hai to hume screen ke colur thoda sa kam dikhai nhi denge. Isliye hum white parda use karte hai.
To Ab Apko Samaz Aa Gaya Hoga ki Hum Apne mobile ko Theater mai convert kaise karte hai Agar Apko Meri ye Post Acchi lagi Ho To plz isko Facebook or Apne Friends se Jarur Share Kare Or Humey Comment bhi kare
Meta Tage :-
Phone ko projector kaise bnaye, aapka android phone bana sakta hai aapke ghar ko cinema theather, ghar bhaithe le cinema theather ka maja, phone ko projector bnane me kya kya chahiye, hindi me sikhe phone ko projector bnana, phone ko projector vnane ka tarika hindi me jaane.Android Smarte Kar Sacta Hai Theater ka kam , Mobile phone ko cinema hall Mai kaise change Kare, Mobile ko hall kaise banaye, ghar par theater kaise Lagaye, Home ko Theater kaise Banaye, mobile Cinema Hall ki jankari,SonuRajput.
This is very useful post, Thanks for sharing this valuable information with us.
ReplyDeleteProjectors dealer in chennai
Multimedia projectors are smaller in size compared to a home theatre projector, which makes it easy to transfer these from one place to the other..
ReplyDelete