Dosto Aaj mai Apke samne Aise post leke Aaya hu jiske Jariye Aap Apne Aap kisi Bhi Mobile Company ka mobile phone purchase kar Sacte ho Apne Aap.
RTI Application Kya Hoti Hai
IPL Ke Savbhi Match Ki Jankari
AGAR Aap Koi Smart phone purchase kar rahe ho To Mai Apko Wo Sari Jankari Batau ga jo ki ek smart phone Mai Aaj ke time Mai Hona Bahut Jaruri hai. phir apko kisi ki bhi Ray lene ki koi jarurat nahi Hogi.
Kai Baar Aisa Hota Hai Aap koi Smart phone purchase karte hai lakin Apko Mobile ki jyada jankari na hone ke karan Old Version Ka Mobile Le lete hai Jiske karan Apka Mobile Kuch Update Application ko Read Nahi kar pata kyuki Apne Purchased kiya phone Jelly-been Version ka hai or Update Application sirf KitKat virsons ke mobile ko support kar rahi hoti hain.
Flipkart se paise kaise kamaye
Video File Ko Mobile Se MP3 Mai Convert Kre
Larkin Mai Aaj mai Apko is post ke jariye Kuch Aise Batey Batau ga jiski jankari se Aap ek Accha sa Smart Phone Purchase kar Sacoge.
In Bato ka Rakhe Dhyan
Display Size :-
Aap Jis Bhi Company ka Mobile phone Purchase Kare To Us Mobile Phone Ki Display ka Size Kam se Kam 5 Inch Ka To Hona He Chahiye. Ye ek normal size Hai Waise To Aap 5.5 inch ke Display ke Size ke phone purchase kar Sacte hai.
Mobile Ram :-
Ye ek Important Chiz Hai RAM . Ye Apke Mobile Mai Kam se kam 1 GB Tak To Honi He Chahiye. kyuki Jitni Bhi Applications Aap Download karoge to WO Applications Apke Ram par Depend karegi , Or Ram jitni khali hogi Utna Apka Mobile safe or Fast Kaam Karega or Hang ki problems Nahi Aayegi, Or Aaj - kal Market Mai 2GB ram Supported Mobile Aa Rahe Hai.
Mobile Phone ke Basic Jankari
Internal Storage (ROM)
Internal Storage Ke Baat Ki Jaye To Ye Apke Phone Mai Kam Se Kam 16GB Hona Chahiye.
Kyuki Aaj kal Jitne Bhi Android Smart phone hai WO sabhi 16 GB Internal Memory se Less Hai. Kyuki Itne Storage Hone Ke Baad Apko Memory- Card ki Jarurat nahi padti . Lakin Aap Chaho To Apni Marzi Ke memory-Card Daal Sacte ho or Aap ye Bhi Dhayan Rakhe ki mobile phone kam se kam 32 GB Tak ka memory card Read kar Sake.
internet data loan kaise le kisi bhi sim mai
Android Version :-
Android Version Apki Application ke liye Depand karta hai or iska Latest version Lollipop 5.1 Mai Aaya Hua Hai . Kuch Aise Application hoti hai Jo Latest version ke liye Available Hoti hai lakin WO Application old Version mai support nahi karti hai , Isliye Aap Lollipop 5.1 Version ka Mobile phone purchase Kare.
Mobile Camera :-
Camera Ka Bhi Mobile Phone mai important Role Hota hai . Agar Aap kahi Ghumne jaye To Apke Pas Ek Accha Sa Camera wala Mobile phone hona to bahut jaruri hota hai. Agar Aap Aaj ke Time Mai mobile Purchase Kare to Mobile phone ka camera kam se kam 16 MP Ka Hona Chahiye Or Front Camera 5 se 8 MP Hona Chahiye.
Internet Service :-
Agar Aap Internet ke bhi Sokin Hai To Apko philhal 4G Service wala Mobile Apke liye sahi rahega kyuki philhal 4 G Service se Acchi koi service Nahi Aaj Hai , Agar Apko Internet use karne ka Sock nahi Hai to Aap kam se kam 3G Service Phone Phir bhi purchase Kare.
HD Resolution Or TFT Screen :-
Ye Dhyan se ki agar Aap new phone purchase kar Rahe hai To Aap usmai HD Video play karke Jarur Dekhe Or HD Video ka Resolution size 720*1280 Hona Chahiye Tabhi WO HD mai Chalegi Or Screen Par Bhi Dhyan de or Teda dekhe or check Kare ki ye tft screen hai ya nahi Agar Us mobile TFT Screen Nahi Hogi To Video Ek He Angle Se dekhi ja Sakegi.
Battery BackUp :-
Battery Back up mobile display size ke anusar hoti Agar Apke Mobile phone ke display ka size 5inch hai to kam se kam 2300Mah ki battery honi Chahiye Agar Apke mobile ke display ka size 5.5 inch hai to Apki Mobile phone ke battery ka size 2600Mah Hona Chahiye.
To Dosto Aap in Bato ka rakho ge dhyan to Aap purchase kar Sacte Ho ek Accha Mobile phone jismai Honge sare latest update future , Or Apko meri ye post acchi lagi ho to plz isko Facebook or apne friends ke sath jarur share Kare, Or Apko is post se related kuch puchna hai To Aap Humey Comment ke jariye puch Sacte hai. Thank You
Meta Tage :-
How to purchase new mobile phone, Mobile phone kaise kharide, Mobile Phone kharide se Pahle rakhe in batao ka dhayan, Mobile phone kya hai, phone ki jankari,Mobile ram ki jankari,mobile display ki jankari,mobile battery ki jankari ,internal storage kiya hota hai,camera ki jankari, mobile network ki jankari, mobile purchase ki konsi bato ka rakhe dhayan,mobile purchase karne ke tarike,mobile purchasing ki jankari,SonuRajput.
No comments:
Post a Comment
Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi