Saturday, March 30, 2019

SBI ATM Card Ki Pin Kaise Change Kare Net Banking Ke Jariye


Hallo Friends Aaj Hum Baat Karenge SBI ATM Card Ki pin Kaise Change Karte hai Net Banking Ke jariye.

Kai Baar Aisa Hota hai Hum Atm tak ja nahi pate hai or kisi friends ko atm se paise nikalne ke liye usko atm card or pin usko bata dete hai  Jiske use se apka atm card unsafe ho jata hai ya phir Apke Family mai se kisi ne kisi Ferzi Call ko  apki atm pin bata de ho ya phir Aap Apni atm card pin bhul gaye ho or phir Aap apne Atm ko Unsafe Fill kar rahe ho To Aise mai Aap apne atm card ki pin ko asani se change kar sacte ho wo bhi ghar baidhe Bus Apke Pas SBI ki internet banking service Activate honi Chahiye . To Chaliye Jante Hai kaise SBI Net banking se atm card ki pin ko change kar sacte hai.

Sabse Pahle Aap SBI ki Net Banking Ko Login Kar le

No.1 Ab Apko Home Page Par E-Service Ka Option Milega Usko Click kijiye.

No.2 Ab apko ATM Card Services Ka Option Milega Usko Open Kijiye.

Online Quick Money Transfer

No.3 Ab Apko ATM Pin Generation Ka Option Milega Usko Bhi Open Kijiye.

Niche de gai image ke jaiye bhi Aap dekh sacdte hai

E-Service>> ATM Card Services>>ATM Pin Generation



Ab Apse Pucha Jaiga Ki Aap Agle Setep Ke liye Aap Apne Mobile Number Par OTP Chate Hai Ya Phir Aap Profile Password Use Karna Chahte Hai .  Agar Apko Apna Profile Password yaad hai to Aap apne
Profile Password daliye Warna Aap Otp By Sms ka Bhi Use Kar Sacte hai.

Ye Post Bhi Jarur Padhe :-
SBI Bank Mai Paise Transfer Kare Net Banking Se


Agar Apne Using One Time Password Onliy Par click kiya Hai to Apke Mobile number par ek Otp Sms Ayega Wo Dalna Hai. Agar Apne Using profile Password ko Select Kiya hai To Apna Profile Password Daliye.


Ye Post Bhi Jarur Padhe :-
Net Banking Se RD Account Kaise Banaye




ATM Pin Generation mai Apko Apna Account Ko Select Karna Hai.


Ab Aap Apna ATM Card Account Select kar Lijiye



Ab Apko Apne Pahle Wale ATM Card ki PIn Ke 1st Two 2 Digit Dalne hai Or Submit Karna Hai




Ab Apke Mobile Number Par Ek Sms Aaya Hoga Usmai Last 2 Digit Number Hoga .

To Ab apko First 2 Digit Or Last 2 Digit ( Jo Apke Phone par Sms Mai Aaya hai ) Wo Apko Yaha Par Dalna hai . Yani ki Apko 4 Digit Danlni Hai.

Google Par Apni Image kaise Upload Kare



To Ab Apka Finly ATM Card Pin Successful Change Ho Chuka Hai Or Ab Apko sabse Pahle Apne Atm Card Ko Sbi Ke ATM Machine  mai Use Karna hoga Tabhi Apka ATM kaam Karna Chalu Karega Or Phir uske Baad Aap Kisi bhi Bank ke Atm Machine Mai Apna ATM card use kar sacte ho  .


To Dodto kaise lagi meri ye Post Apko Plz Mujhe Comment karke bataye Or Apko Kuch puchna ho tobhi Aap hume Comment kare or Hum apki help Jarur Karenge Or Is Post ko Facebook Or Apne Dosto Se Share Karna Na Bhule Thank You By Ang Take Care.
Meta tag :-
SBI ATM Card ki pin kaise badle,atm card ka password kaise change kare,atm pin kaise change hoti hai,how to change atm pin in using sbi net banking, how to sbi atm pin generation, forget SBI ATM PIN, ATM Card Ki Pin Ko Kaise Change Karte hai SBI mai, ATm Pin Ki Jankari, SBI jankari, Net Banking se ATM pin Change kare,SonuRajput.

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi