Hello Friends Aaj ki is post mai hum jane ge ki kaise hum bina beneficiary Add kiye Money kaise transfer karte hai.
LIC payment kaise karte hai online
State Bank of India Ne Filhal haal he mai ek new service Add ki hai apni net banking mai Jo Hai Quick Transfer Is Service Ke Use Se Hum Bina Beneficiary Add kiye kisi ko bhi Apne Account Se paise transfer kar sacte he , Or Issey Pahle Kya Hota Tha ki Hum kisi Ko Paisa Transfer karna chahte the to humko sabse pahle Add Beneficiary Add Karna Hota tha Or Add Beneficiary Ko Add hone Mai Karib 1 Din Lag Jata Tha Tab Jaker Aap kisi ko paise transfer kar sacte the. Lakin Filhal State Bank Of India Ne Quick Transfer Ka Option Add Kiya Hai Net Banking Mai Jiske Use Se Hum Kisi ko Bhi Bina Beneficiary Add Kiye Paise Transfer Kar Sacte Hai. To Chaliye Jante Hai Kaise Hum Is Service Ka Use Kar Sacte Hai.
SBI How To Quick Transfer Money Without Beneficiary Add
Sabse Pahle Aap Apni Net Banking Ki Website Kholkar Usmai Login Kar Le.
SBI ATM Card Ki Pin Ko
Online kaise change karte hai
Mobile banking Se Online Paise Transfer Kaise kare
WeOne App Se 1000 Rupay Ek Din Mai Kaise Kamaye
Ab Apko sabse pahle homepage par Payment Transfer wale Option ko Click Karna hai Or Ab Apko Sabse Niche Quick Transfer Ka Option Milega Or usko click kijiye.
Net Banking Ki Puri Jankari
Beneficiary Kaise Add Kare Payment
Transfer Karne Ke Liye
Jaisa Ki Maine Niche Image Mai Bataya Hai Apko Waisa He Karna Hai.
No.1 Mai Apko uska Naam dalna hai jisko Aap Paise Transfer Karna Chahte Hai.
No.2 Ismai Apko Account Number Dalna hai Jisko Aap Paisa Dena Chahte Hai.
No.3 Jisko Aap Paise Transfer Karna Chahte Hai Kya Uska Account State Bank Of India Mai Hai
To Aap Within SBI Ko Select Kijiye Or Agar Apka Account PNB,HDFC,ICICI,UCO,CORPORATION jaise banko mai hai to aap Inter Bank Ko Select kijiye
Mobile Banking Kaise Activate Kare Online
No.4 Agar Apne Inter Bank ko Select kiya Hai To Apko IFSC code dalna hoga uska jisko aap Payment transfer karna chahte hai Agar Apko Nahi Pata To Ap uski Passbook Par Dekh Sacte Hai. Agar Apko IFSC code nahi pata hai to aap google par search kar sacte ho .
No.5 Ismai Aap Neft Select kare Kyoki Ismai Aap 5000 Hazar Rupay Tak transfer kar sacte hai
No.6 Ab apko ismai Amount dalna Hai Jitne paise apko apne friends ko transfer karne hai utni Rakam ismai daliye.
SBI Bank mai Online
RD Account Kaise Banaye
No.7 Purpose mai Aap kisi ko bhi Select kar lijiye Bus Isko thoda ya dhayan mai rakhna. Or I Accept Ke Dabey ke Box Mai Check Mark karna
No.8 Isko Submit Kar Dijiye
Pan Card Kaise Apply Kare online
Ab Apke Samne Ek PAge Open hoga Jismai Apko Paise Transfer Karne ka Charge Bataya Gaya hoga Isami Kuch jayada charge nahi lagta hai maine 500 rupay transfer kiye to mere 2 se 3 rupay ka amount transfer charge laga hai. Or End Mai Isko Confirm Kar Dijiye
Abg Apki Payment Transfer Successful Ho Chuki hai Ab apko ek Reference Number diya gaya hoga Aap usko Note Kar Lijiye ga . Yadi Payment Transfer nahi hoti hai to Aap us Number ko bank mai jaker pata kar sacte hai . Waise Apko Ye Problem Ayegi NAHI kyuki ye 1000 mai se ek he baar ho sacta hai isiliye aap reference Number Not Karke Rakhe.
Meta Tag:-
How To Use SBI Quick Transfer,Without beneficiary Add Money Transfer in SBI bank, Quick Transfer State Bank of Patiala,Net Banking se jaldi paise kaise transfer karte hai, online paise kaise transfer kiye jata hai, paise kaise bejte hai, Secure Money Transfer in Sbi Bank Using net banking, Quick money transfer karne ki puri jankari, quick money transfer kya hai ,Sonurajput.
No comments:
Post a Comment
Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi