Friday, March 29, 2019

Androide Mobile Ka Password Kaise Tode


Hello Friends Aaj hum is internet technology mai sikhne wale hai ki kaise kisi bhi Android mobile ki Application ke password ko Creak Kiya Ja Sacta Hai Jispar Protection password laga ho .
Aaj-kal ke time mai sabkuch mumkin Hai Chahe WO hacking mai ho ya password todne mai Aaj kal har Chij ka Tod Hai ,

Ye Padhe :-
How To Transfer Online
Money Net Banking

How To Check Epf
Balance online

Agar Aap Kisi ka Phone use kar Rahe Hai or us phone mai Kai Applications mai lock laga hua Hai To Aap un Application ko Access Nahi Kar Sacte jab tak Aap Us Applications mai sahi password na daal De uske Baad he Aap Us application ko use kar Sacte hai Lakin Agar Aapko unka password Nahi Pata hai To Don't Worry Aap In Application ko Access kar Sacte ho bina password use kiye Bus Aapko Kuch Aasan Se Step by Step mere sath  Follow Karne Honge Or phir Aap Un sabhi password ko tode Sacte ho Jo Application par Lagaye Gaye hai. To Chaliye Bina Time waste kiye Sidhe is Post ke Title par Aate hai Or Jante hai kaise Kisi bhi Application ka password tode ya Created Kare.

Ye Padhe:-
Nimbu Se Kare Mobile
phone Charge

Hotels ki Ticket Kaise
Book Kare online


Kisi Bhi Mobile phone ki Application ka password todne ke liye  Sabse Pahle Aap Aapne Android mobile Ki Setting Mai jaye or Waha Se Aap App Info ko Select Kare .
Ab Jonse App Locker ka Use Kiya Gaya hai Ya us mobile mai Kiya Ja Raha Hai us App ko Select karo  . Or Ab Aapke Samne Us application ki Sari Information Aapke Samne Aa Jaige Or Ab Aapko Us application ke  Forces Stop par Click karna Hai , or jaise he Aap Us Application ke Force Stop par Click karnge To Is Application ke jariye jitni bhi Applications par Lock lagaye Gaye the Sabhi ke password Tut ( Creak ) jaye ge Or Aap Un Application ko Bina Password Dale Use kar Sacte ho .
Setting>>App Info>>Force Stop

Jayada ter Android Users App Locker ka use Karte hai lakin Unki Main Power Application manager Mai Hoti hai. Kyuki Ye Application Wahi se Run Karti hai Jiske karan Password 24/7 time Application ko Apne Security mai  rakhte hai Lakin Inki main power yani ki Force Stop Ko Stop Kar Diya Jaye To Ye Application Run Karna Band Kar Deti  Hai Or Aisa Hone se Sabhi Application ki protection Security Password waha se Hat Jate Hai.

To Aisa Karne Aap Kisi ke bhi mobile se kisi bhi Application ya Gallery ka password Tod Sacte hai Or Aapko Is Post se related kuch Saval hai to Aap humey comment Kare Or Hum Aapke comment ka Jald reply karnge or Is Post Ko Facebook or Apne Dosto Se Share karna Na Bhule . Thank You By And Take Care Sikhte Rahiye mere sath internet technology.
Meta Tag :-
How To Creak mobile password , how to remove Application protection password key,mobile se password kaise hataye, mobile ka password kaise tode, Password creak kaise Kare,password Kya Hota hai, Password kaise hataye mobile se, mobile par password kaise lagaye, mobile ka password key bhul Jane par Kya Kare, mobile ke password ko delete kaise Kare, mobile password samasya ka hal,SonuRajput. 

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi