Saturday, March 30, 2019

Railway Train Ki Seats Availability Kaise Check Karte Hai .

"How To Check Train Seat Availability In Hindi" Agar Aap Kisi Train Ki Ticket Book karwate Hai To Aap Sabse Pahle Ye Check Jarur Kare Ki Us Train Mai Kitni Seats Available Hai Or Kitni Seats Waiting List Mai Hai . Kai Baar Aisa Hota Aap Train Ki Ticket Book to karwa lete hai ye soch kar ki train mai Baidhne ke liye Seat Mil jaige Lakin Aapki Ticket Waiting list mai Book ho jati hai jiske karan Aapko Train Mai Seat Nahi Mil Pati , Lakin Kai Aise log Hote Jo jaan bujh kar waiting list mai ticket karate hai ki ye such kar ki unki WL ticket Confirm mai Ho Jaige or uske status ke liye Aap Roj Railway Station mai enquiry karte hai ki hamari ticket ki seat Confirmed hui hai Ya Nahi .


Train Ki Seats Kaise Pata Karte Hai online
Image Source :- SantaBanta.Com

Ye Post Or Padhe:-
Bus Ticket kaise Book
Karte hai online

To Aise Mai Railway Ne Apne Kudh ki Application Lonch ki hai Jiske Use Se Aap Apni Train ki Seats Availability ko Check kar Sacte hai ki kon se train mai kitni seat Availble Hai Or Aap is Applications se India ki Sabhi Train Ki Timing check kar Sacte ho Or Train Ticket Price Bhi Aap Jan Sacte Hai . To Chaliye Is Application Se Jante hai ki kaise kisi bhi Train ki Seat Availability jante hai . To Sabse Pahle Aapko Apne Android mobile phone Se Play Store Se Indian Railway Ki Application Download karni hogi .

Ye Post Jarur Padhe :-
Flight Ticket kaise book
karte hai online

Online Movie Ticket kaise
Book karte 
Sabse Pahle Is Application Download karke Isko Open Kijiye.

Search Train 

Application Ko Open karne Ke Date  Search Train Par Click Kijiye.



Ye Post Or Padhe:-
Hotal Ki Ticket kaise Book
karte Hai Online

Cricket Match Ki Ticket Kaise
Book Karte Hai Online

Search Train And Select Date Or Source

  No.1 Aab Aap Ap WO City select kijiye Jaha se Aapko Travel karna hai

  No.2 Aab Aapko WO city dalni hai Jaha par Aapko Jana hai.


Or Aab Apni Class Select kijiye Aap Chahe To Sleeper class ko select kar Sacte hai or Ab Apko WO Date Dalni hai Jab Aap Travel karna Chahte ho. Or Search Par Click Kar Dijiye




Train Results.

Ab Apko Ismai Us Date Ki Train List Aapke Samne Aayegi Or Aapko Ismai Bataya jaiga ki us Din Kon Se Train Chale GI or unki Timing Bhi Aapko Batai Jaige  Or us list mai Aap Sabhi Train Ki ticket Ke Price Bhi Dekh Sacte ho . Lakin Abhi Hame Seats Availability check karni hai Or Aap Jis Train Ki Seats check karna Chahte us Train ki Seats Availability par Click kijiye.



Seats Availability Class.

Ismai Aapko Class Select Karni Agar Aapko Ac Seat Chahiye To Aap Fist Ac , Second Ac or Third Ac  Seat Select kijiye or Aapko simply seat Chahiye to Sleeper Class select kijiye.

Or 2nd Option mai Aap General select kijiye Or Aapko tatkal Seats Chahiye To Aap Ismai
Tatkal Select kijiye.

Or Isko Search Kar Dijiye.




Seats Availability Sleeper Class.

Aab Aap Ismai Us Train Ki Seats Availability Dekh Sacte Hai Agar Train mai Seats Available hoga to Apko Seats Available Dikhaye ga Or Unki Sankhya bhi show hogi .
Agar Us Train Mai Seats Nahi hai To Aapko WL __ ki sankhya dikhye game iska MATLAB hoga ki Is Train Mai seats Available Nahi or ismai Waiting List Seats Hai .



To Aisa Karke Aap Train Ki Seats Availability ko Check kar Sacte hai or kisi bhi train ki timing or price Aap Pata Kar Sacte Hai .

To Apko Agar Mere ye post acchi lagi to plz mujhe comment Kare or is post ko Facebook or apne Dosto se share karna na bhule. Thank You By And Take care.

Meta Tag :-
Railway train ki seats kaise check Kare,  Train ki Seats Availability kaise check karte hai, Railway Enquiry kaise karte hai , train timing ki jankari, rail mai seat kaise Pata Kare, online waiting list ka Pata kaise Kare, Indian train ka price kaise check Kare, Train Reservation Seats kaise check Kare,Train ticket price kaise Pata Kare,How check Train Seats Availability online, How check online train pricing, How to check Train Timing online, SonuRajput,

1 comment:

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi