Tuesday, March 26, 2019

Raksha Bandhan Kyu Banaya Jata Hai ? Puri Jankari Hindi Me


Rakhi Ka Tyohar Kyu Manaya Jata Hai Dosto Raksha Bandhan Hindu Festival Mai Sabse Priye Festival Hai Ye Festival Bhai-Behan Ke Liye Jada Parsidhe Hai Is Din Behan Bhai ko Right Hand Par Rakhi Bhandhti hai Jiska Matlab Hota Hai Bhai-Behan ka Atut Rista Jismai Bhai Behan ki Har Musibat mai Raksha karne ka vachan deta hai or Behan Apne Bhai ke liye Lambi Aayu ki Prathna karti hai or Bhai ke mathe par tilak karti hai


Raksha Bandhan Kyu Banaya Jata Hai


15 August ko Independence
Day kyuki banaya jata hai


Free Unlimited 4G Internet 
3 Months

 Raksha Bandhan ke din Gharo mai Kafi Acche PakwAn Banaye jate hai or is din Sister Brother ke hand par rakhi bhandne par Bhai apni Behan ko Kuch Uphar bhi dete hai Jaise Ki chocolate, Rupay,Gift,Mobile ,Etc Raksha Bandhan India or Nepal mai Sabse Jyada Parchlit hai Kyuki yaha Jada ter Hindu Population Pai Jati hai Isliye ye festival itna Priye Hai raha par, Lakin aaj Ke Samay Yah Festival Hindu Ke Sath Sath Muslim Log Bhi Manate Hain Jo ki Ek Bahut Acchi Baat Hai




Rakhi Ka इतिहास

Raksha Bandhan Sravan Purnima Ke Din Manaya jata hai. MahaBharat mai is baat ka bhi Ulekhe Kiya gaya hai Jab Jyesdh Pandav Yudhister ज्येष्ठ पाण्डव युधिष्ठिर  Ne Jab Bhagwan Shree Kirsan कुष्णा Se Pucha ki mai sabhi sankto ko kaise Par karu Tabhi Kirsan je Ne Unke or unki सैना Ke Raksha ke Liye Rakhi Ta Tayohar Manane ke Salah de Thi . Or unhone kehna tha ki Rakhi ke is Resam Thage mai WO Sakti hai Jissay Aap Har आपत्ति Se Mukti Pa Sacte hai is samay द्रौपदी Dawra Kirsan Ko Tatha कुन्ती  Dawara अभिमन्यु  Ko राखी Bandhne ke Kai Ulekh Milte hai .

Rajput Jab Ladai par Jaate The to Mahilaye Unke Mathe Par Tilak Lagane ke Sath unke Hath par Reshmi Dori Bhi Bhandti Thi , is Vishwas ke Sath ki Ye Dori Unhe Vijay Sharee Ke Sath Vapash Le Aayegi

Ye Padhe:-
Android Mobile Ka Password
Kaise Tode


Nimbu Se Kare Mobile Phone
Ki Battery Charge

Raksha Bandhan Se Judi Kafi इतिहासिक Baate Hai Jinke Jikar Karte Karte Kaffi Samay Lag Jata Hai Agar Aapko Rakhi Se related Bahut Saari Baate Janne Hai To Aap Wikipedia Ke Sites se Search Kar Sacte hai Or Aap Aabhi Rakhi ke baare mai or jankari Chahte hai To Aap Yaha Click Kare Rakhi Wikipedia Yaha se Aapko Raksha Bandhan ki puri Jankari Mil Jaye Ge

Hallo Friends jaha Tak mujhe Pata tha Maine Aapne Jankari Share ki Or Mujhe Umeed hai Aapko Ye Jankari Acchi Bhi  lagi hogi To plz Is Post ko Facebook or Aapne Dosto se Jarur Share Kare Or Humko comment bhi Kare ki Aapko ye post kaise lagi.Thank you By And Take Care Sikhte Rahiye Mere Sath Internet Technology.


Meta Tag:-
Raksha Bandhan kyu banaye jata hai, Rakhi Ka Tyohar Kyu Manaya Jata Hai ,Raksha Bandhan Kya Hota hai, Raksha Bandhan ki jankari, rakhi ki jankari , Rambo ka tyohar kyu manaya jata hai, Raksha Bandhan ka Itihas Kya hai , Raksha Bandhan history in Hindi, Bhai - Behan Ka festival in Hindi , 18 August Happy Raksha Bandhan 2018,SonuRajput.

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi