Aapko yo To Ye Pata He Hoga Har Saal Koi Na Koi Operating System Update Availability Mai Aata Hai Or Waise he Apple IPhone Me Apne Users ke liye New Version Update mai kar diya hai . IOS 9 Mai Aapka iPhone Filhaal Update Hona Hai 2016 Mai Or Is Update mai Kafi Acche Bhi Function Bhi Bataye Ja rahe hai
Agar Aapne Aapne Aapne IPhone IOS 9 Mai Update kar Liya Hai To Almost Sabse Badi Problems Battery Ki Rahi Hogi Kyuki Ye Version Battery Ke Khapat Jada karta hai .Kyuki Mera Ek friends hai Jisne Ye Version update kiya Hai or Usko Ab Sabse Bade Problems Battery Ki Aa Rahi Hai Kyuki Aab Uski Battery Pahle ke Mukable Bahut Kam Chalti Hai.
Ye Padhe :-
WhatsApp Common Problems
Solution in Hindi
Mobile Sim Network Problems
Solution in hindi
Don't Worry Agar Aapke Samne Bhi Yahi same Problems Aa Rahi Hai To Iska Ilaz Or Solution Aapke IPhone Mai He Chupa Hua Hai . Kyuki IOS 9 Update mai Ki Future Hai Jismai Aap WO Application Check Kar sacte Ho Aapke IPhone Mai Sabse Jada Battery Use Kar Rahi Hai Ismai Aap Us Application ki 1 Din se 7 Din Tak ka Battery status Jaan sacte hai Or Aise Mai Jo Application Jada Load Kar rahi ho Battery par Usko Aap Uninstall Kar de
How to Check Heavy Load Application In Your Iphone
1. Sabse Pahle Aap Apne IPhone Ki Setting Mai Jaye !
2. Iske Baad Aap Battery ke Option Ko Click Kare !
3. Ab Aapko Kai Saare Apps Dikhai Denge or uske Aage Likha Hoga Ki Konsi Application Sabse Jada Load De rahi Hai Battery par . Or kitni Battery Use use ki Ab tak 7 day ke Ander
Bus Iske Baad Jonse Bhi Application Aapke IPhone par Sabse Jada Heavy load de rahi hai or Battery Drain Kar rahi Hai Us Application Ko Aap Unistall Kar Sacte Hai .
To Friends Aisa Karke Aap Aapne IPhone Ki Battery ki Life Or Power High Kar sacte Hai or Is problems ko solve Kar sacte Hai .
Ye Padhe :-
Android Mobile Me Top 10
Hidden Code
Android Mobile Ka Password
Kaise Creake Kare
Agar Aapko Ye Post Acchi Lagi Ho plz Is Post Ko Aage Bhi Share kare or Facebook or apne dosto she share karna Na Bhule. Or Humey Comment karke Bataye ki Aapko Ye Post Kaise Lagi. Thank You By And Take Care Sikhtey Rahiye mere Sath Internet Technology.
Meta tag:-
How to save Battery iPhone IOS 9, Mobile phone ki Battery ko Save kaise Kare, Apple IPhone Ko IOS 9 Mai Update Kaise Kare, Samsung mobile ko update Kaise Kare , IOS 9 Kya Hai, Apple iPhone ki battery ki bachat kaise kare,Sonurajput.
No comments:
Post a Comment
Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi