Monday, October 3, 2022

Janmashtami Festival Kyu Manaya Jata Hai , Puri Jankari Hindi Mai


'What Is Janmashtami In Hindi' 'Janmashtami Kya Hein' 'Janmashtami Ka Tyohar Kyu Manaya Jata Hein' Janmashtami Festival Hindu Dherm Mai Badi Joro-Soro Se Manaya Jata Hai Or Is Festival Ko India Ke Bahar Bhi Manaya Jata Hai Jaha Hindu Log Nivash Karte hai ,

Janmashtami Kyu Manaye Jati Hai
Jis Din Bhagwan Shree Kirsan Ne Janam Liya Tha Usi Din Se Log Bhagwan Shree krisan Ke Janam Din Ko He Janmashtami Ke Roop Mai Manate Hai. 2019 Ke Anusar Janmashtami Saturday, 24 August 2019 Ko Hai ,

Why we Observed Janmashtami And Complete History of Janmashtami


स्कंद पुराण Ke Anusaar द्वापर युग Mai Ek Balsali Raja Rahta Tha Jiska Name Ugresan Tha or Wo Mathura Ka Raja Tha Jiska Ek Beta Tha Jiska Name  कंस Tha . or raja ugresan Ke Beta Kansh Ne Aapne Pita Se Jabran Raja ki Gaddi Cheen le Or Kansh Aise Mathura Ka raja ban Gaya. Kansh ki ek Behan Thi Jiska Name Devki Tha Jisay Kansh Behat Pyar karta Tha .
Devki Ki Saadi Veshudev Namak Yaduvansi Se Hui Thi. Shaadi ke baad Khud Kansh ne Apne Behan devki ko Apne Rath se Usko Sasural Chodne Ja Raha tha to Tabhi Ke Akashvani Hui Jismai kaha gaya Tha ki Devki ki 8vi Santan Kansh Ka vadh Karegi to Aise mai Kansh Ne socha ki kyu na devki ko he Maar Du Jissay mere mirtiyu Tal Jaye  Or Kansh Ne jaise he devki ko Marne Ka Paryas kiya to Aisa Dekh Yaduvansi Krodhit Ho Udhe Jissay Bhayanak Yudh Ke Asaar Ho Gaye .

Ye Padhe:-
India Mai Raksha Bandhan Kyu
Manaya Mata hai

Janmashtami Hindi Sms



15 August ko Independence Day
Kyu manaya Jata Hai

ये पढ़े :- महात्मा गांधी जी की फॉटो इंडियन करेंसी पर क्यों छापी जाती है

Or Vashudev Ne Kansh Se kaha ki Tumhe Darne ki koi Jarurat nahi hai jaise he devki ki 8vi santan Janam Legi Tum Usko Maar Dalna . To aisa karke Kansh Ka Krodh Saant kiya Gaya  Or Kansh Ye Janta Tha ki Yaduvansi kabhi Jhut Nahi Bolte hai. Isliye Kansh Ne Unpar vishwas kar liya Or Aise Kansh Ne Devki or vashudev ko Karagah mai Daal diya Or Unpar Saniko Dawara Sakht Pehra Karne Ke Liye kaha Gaya.

Samay Aane Par Kansh Ne Devki Ke 7to Santan ko  Ek-ek kar Ke Mar dala or jab 8vi Santan Ka Samay Aaya To Kansh Ne Unpar kadi Nigrani Karne Suru Kar De or Jab भाद्रपद माह के कृष्ण पक्ष की अष्टमी को रोहिणी नक्षत्र में श्रीकृष्ण का जन्म hua  or Jis samay devki ki 8vi Santan ladke(boy) Ke Roop mai hui to Usi Samay Yasodha Ne bhi Ek Kanya(Girl) ko Janam Diya lakin WO ek "Maya" Thi . Jaise he Balak Ka janam hua Achanak waha bahut Sara parkash Jha Gaya Or  Samne Bhagwan Shree श्रीकृष्ण Parkat Huye Or WO Bolo Jo Aapko 8Vi santan peda hui hai WO mai hu , Maine he Aapke 8ve santan Ke roop mai janam liya hai Or Vasudev Se kaha Tum mujhe Abhi Isi Samay Tumhare Dost NandJi Ke ghar Birndavan Chhod Aao  or Jo Kanya Unke Ghar Janmi hai use Yaha Lakar Kansh Ko De do.

Ye Padhe:-
Valentine Day 14 February ko
Kyu manaya Jata Hai


Holi Festival Kyu Manaus
Jata Hai


Or Ye Aadesh sun kar Vashudev Navjat Sishu ko Soop mai lekar Bandi Greh Se Chal Diye Aapne Aap Bandi greh Ke Gate Khul Gaye Sabhi Sanik So Gaye or Uflti Yamuna bhi Unke Samne Rasta Dene Lagi Yeh dekh Vashudev Heran Ho Gaye .Yamuna Nadi ko paar Karne Ke Baad  Vashudev Ne navjat sishu ko Yasodha Ke Pass rakh kar or unki Beti Ko Waha Se Lekar Wapas Kansh Ke Bandi Gerh Mai Aa Gaye .

Or Jab Kansh Ko Ye Suchna mile ki Devki Ne Apni 8vi santan ko Janam de diya hai to tabhi Kansh bandigreh Pahucha Or Jaise he Kansh Ne Us Kanya ko Marne Ka Paryash Kiya Tabbi WO Kanya Hawa mai Udhkar boli "" Are Murkh Mujhe Marne Se Kya Hoga ,"" Tujhe Marne Wala To Birndavan Ja Pahucha hai , Aisa sun Kar Kansh Bahut Krodhit Hua Or Kansh Ne kai Baar Balak Kirsan Ko Marne ki kosis kari Lakin WO Kamyab Na Hua Or Akhir Mai Jab Bhagwan Kirsan Yuva Satithi mai pahuchne Par Bhagwan Shree Kirsan Ne Kansh Ko Maar Dala Or Aisa Karke Kansh Ka Naash Hua.

Ye Padhe:-
Logo ko April Fool Kyu 
Manaya Jata hai 


26 January ko Republican Day Kyu
manaya Jata Hai

To aisa hone ke baad Waha Ke log Bhagwan Kirsan Ke Janam Ke Roop Mai Janmashtami Festival Manate hai Or Dhire dhire Karke Ye festival Pure Bharat mai feil Gaya Tabhi Se Aaj Tak Bhagwan Shree Kirsan Ke Janam Ke roop mai Janmashtami Manate Hai.

To Friends Mujhe Umeed Hai Aapko Ye Post Jarur Pasand Aai Hogi To Plz is Post Ko Google Plus Or Facebook or Apne Dosto Se Share Jarur Kare , Or Humey Comments karke Bataye Ke Aapko Ye Post Kaise Lagi.Thank You By And Take Care  Sikhte Rahiye Mere Sath Internet Technology.

Meta Tag:-

Janmashtami festival kyu banaya jata hai ,janmashtami ki puri Jankari, Janmashtami history in Hindi, Janmashtami konkya hota hai, Janmashtami ko Jis Ka janam din banana jata hai, janmashtami in hindi, Bhagwan Kirsan ji ki Kahani, Janmashtami Katha in Hindi,janmashtami kahani in Hindi , Janmashtami gatha Garant, mathura ki kahani, Janmashtami kaise banana ya manaye, Janam din kaise manaye , SonuRaput.

1 comment:

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi