Sunday, March 24, 2019

4G Internet Speed Kaise Check Kare .Speed Test

"How To Check 4G Internet Speed In Hindi" Hello Friends Aaj Mai Aapke Liye Ek Aise Post Leke Aayu Hu Jo Aapke Liye Kafi Faide Mand Rahne Wali Hai. Aksar Hum Log Aaj Kal 3G Se 4G Internet network Par Aa Gaye Hai Or Jada Ter Hum Sabhi 4G internet Use Kar Rahe Hai Kyuki Jio Sim Par 3 Months Ke Liye 4G free Diya Ja Raha Hai Or Jio Sim Bhi Aapko Free Milege , Mere Kai Friends hai Jinke Pas Jio Sim Hai Or WO Is Sim Mai 4G Bhi Use Kar Rahe Hai Lakin Jo WO 4G Use Kar Rahe Hai Unki Speed 3G Se Bhi Down Hai Isliye Unhone Mujh Se Kaha Koi Aisa Option Hai Jissay Humay Apne Internet Speed Ka Pata Laga Sake To Maine Use Din Se Google Par Kafi Search Kiya Or And Mai Mujhe Result Mila Ki Hum Apne Internet ki speed Ko Check kar Sacte Hai WO Bhi Apne Mobile Phone Se .

SpeedText Se Internet Speed Kaise Check Kare

 To Maine Apne Friends Ki Problems To Sol Ki Or Ab Mai Ye Post Apne Website Par bhi Share Kar Raha Hu Jiske Jariye Lakho Logo Ko Apne Internet Speed Check Karne Ka Tarika Mile To Chaliye Ab Hum Jante Hai ki Kaise Hum Apne Internet ki Speed Ko Check Kar Sacte hai WO Bhi Asan Trick Se .

Ye Post Padhe:-
Idea 4G Internet Pack Ko Kaise
Activate Kare 1 Rupay Mai


Apple IPhone 7 Ki Jankari
Hindi Me

Not :- Ye Post Un Ke Liye Hai Jinke 4G Internet Speed 2Mbps Se Kam hai Agar Aapko Speed 2Mb Se Kam Aa Rahi Hai To Aapko Apne Customer Care Mai Call Karke Apne Speed Bhadwa Sacte Hai .

Not :- Agar Aap 3G User Hai Or to AapKe Internet Speed 1Mbps Se Kam Aa Rahi Hai To Aapko Apne Telecom Call senter Mai call karna Hoga Or unko Kahe Ki Meri Internet Speed Or Bhadaye Jaye .


Step. 1

Sabse Pahle Aapko Apne Google Play Store Se Ek Application Download Karne Hogi Jiska Name Hai Speed Test Ye Application Aapko Google Play Store Se Free Mai Mile Ge.

Step. 2

Ab Aapko Speed Test Application Ko Download Kijiye Or Is Application Ko Install Kijiye.


Step. 3

Ab Aap Is Application Ko Open Kijiye . Or Ab Aapke Samne Begin Test Ka Option Milega Aap Is Option Ko Click Kijiye Or Aab Aapko Jis Network Ki Speed check Karne hai To Uska Data On Kar Lijiye . Kareeb 10Sec Ke andar Ye Applications Aapke Internet Ki Speed Check Kar Ke Bata degi Yadi Aapke 4G Internet Ki Speed 2mbps Se kam hai To Aapko Costumer Care mai Kijiye Or Unko Boliye mere Speed 2Mbps Se Kam Aa Rahi Hai Plz isko or Bhadaya Jaye.


Ye Padhe :-
Airtel Free 5GB Data On 3G Ko kaise
Activate Kare

Free Mai Apna Ek Digi Locker Kaise
Kaise Banaye

To Friends Aisa Karke Aap Apne 3G Or 4G Internet Ki Speed Check Kar Sacte Ho Or Yadi Aapko Meri Ye Post Pasand Aaye Ho To Plz Is Post Ko Facebook Or Apne Dosto Se Jarur Share Kare Or Humey Comments Karke Bataye Aapko Ye Post Kaise Lagi . Aap Chahe To Humey WhatsApp Bhi Kar Sacte Hai Meri WhatsApp Id Hain :- 8295245440
Or sikhte Rahiye mere Sath Internet Technology. Thank You By And Take Care.
Meta Tag :- 
How to check internet speed , What Is SpeedTest , Speed Test Kya Hai , Speed Test Ki Jankari , Speed Test Se Internet Speed Kaise Check Kare , 4G Internet Speed kaise check kare , 3G speed kaise Check Kare , Internet Ki Speed Kaise Check Kare , SpeedTest In Hindi , Jio 4G Ki Internet Speed kaise check Kare , Internet Speed Kaise Bhadaye , Speed Test In Urdu , SonuRajput.

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi