Tuesday, March 26, 2019

Diwali Kyu Manaye Jati Hai , Or Deepawali Kaise Manaye

"Diwali Kyu Manaye Jati Hai" Deepawali India Ka Sabse Bada Festival Hai Or Ye festival Amavasye Ki Raat Ko Manaya Jata Hai or  Ye festival Hindu festival Hindu Logo Dawara Manaya Jata Hai . Diwali Deepo Ka Tyohar mana Jata Hai Diwali Ke din Sàam Ko Lakshmi Ji Or Ganesh Ji Ki Pooja Ki Jati Hai Or unko Midhai Ka Bhog Lagaya Jata Hai .  diwali DhanTeras Se do din Baad Aati Hai Or Bhaiya Dooj Se Do Din Pahle Aati Hai Or Dussehra Ke 20 Din Baad Diwali Aati Hai , is Festival Ko Bade joro soro Se Manaya Jata Hai Ye Ek Hindu Sanskrit Festival Hai Jo ki saal mai Ek baar Aata Hai Or ye Ek matr Aisa Festival Hai Jiske Ronak Market Mai 10 Se 15 din pahle Dekhne Ko Milti hai.

Diwali Kyu Manaye Jati Hai Or Kaise Manate Hai
Ye Padhe :-
Idea 4G Unlimited Data Just
Only On Rs.1



Holi Ka Tyohar Kyu Manaya
Jata Hain 

Jaise He Diwali Ka ek Mahina Reh Jata Hai Log Apne Gharo Ki Saaf Safai Mai Lag Jate hai Or Ghar Ko Acche Se Saf Karte Hai Or Ghar Mai Paint wagera Bhi Karte Hai Bazaar Se Ghar Ko Sajane Ke Liye Acche  Saman Lete Hai Or Diwali Tak Jitna Ho Sake log Apna Ghar Sajate hai . Or Deepawli Ke Din Saam New Kapde Pahan kar Laxmi Ji Or Ganesh Ji Ki Pooja Hoti Hai Or inko Midhaiyo Ka Bhog Lagaya Jata Hai Or Phir Aas Pados Ke Gharo Mai Midhaiya Baati Jati Hai Issay Logo Mai or Bhi Prem Badta hai Or Diwali Ke Saam Ke Time chote ( Mini )bam Patako ki Atish Baji Bhi Hoti Hai .

Diwali Ke 10 Se 15 Din Pahle Market Mai Accha kaam Hota  Hai Dukan Walo Ke liye Or Diwali Festival Se Dukan walo Ko In Dino Kafi Accha Munafa Hota Hai Or Is Din Ka Sab dukandaro Ko Intzaar Rahta Hai Or Umeed Karte Hai ki Diwali Ke dino Unka Maal khub Saara Bike .  Or In Dino Market Ko Sajaya Bhi Jata Hai .


Ye Padhe :-
15 August Ko Independence Day
Kyu Manaya Jata Hai



26 January Kyu Manaye
Jata hai

Diwali Se Judi Ek bahut Badi Katha

Mana Jata Hai Diwali Ke Din Ayodhya Ke Raja Shree Ram Chander Aapne 14 Vers Ke Vanvas  baad Lote the . to Is Khushi mai Ayodhya Vasiyo Ne Shree Ram Ke Aane ki Khusi mai Raat Ko Ghee Ke Deep Jalaye The or Amavasye ki Kali Raat In diyo Se Jagmanane lagi Thi . Tab Se Aaj Tak Bharat Vasi Is Din Ke Yaad Mai Parti Vers Diwali Ke Din RAAt Ko diye Jalate hai.  Or Diwali Ek Sandesh Bhi Hai Burai Par Satye Ki Jeet  Or Bhartiye Vasiyo Ka Viswas Bhi Burai Par Hamesha Acchai Ki Jeet Hoti Hai .


Waise To Diwali Se Judi Kafi Katha Aapko Internet Par Mil Jaye Ge Lakin Sabse Parchlit Katha Shree Ram Ji Ki Hai WO Maine Aapko Is Post Mai Bata De Hai . Or Is Post Ko Aage Bhi Jarur Share Kare Or kisi Bhi Jankari Ke Liye Hume Comment Kare ya Phir Hamey WhatsApp Par Msg Kare WhatsApp I'd - 8295245440 , Or Sikhte Rahiye mere Sath Internet Technology By and Take Care .

Meta Tag :-
Diwali Kyu manaye Jati Hai Deepawli Kya Hoti Hai , Diwali Kya Hai , Diwali Ke puri Jankari Hindi me , Www.Diwali.com , Www.Deepawali.com,www.deepawali.co.in , Patke Kyu fode Jate hai , Diwali Ke Din Diye Ko Jalaye Jate Hai , Diwali Ke Din Laxmi Pooja Kyu Hoti Hai , Diwali Kaise Manaye , Diwali Ke din Laxmi Pooja Kaise Kare , Dewali , deepo ki deepawali,
 Hindu mai Diwali Kyu Manaye jati Hai , Diwali Kab Aati Hai , Diwali In Hindi , Diwali In English , Diwali In Urdu , Happy Diwali in 2016, Happy Deepawali , Diwali In Sanskrit , India Mai Diwali Kaise Manate  Hain , Diwali Ke din Naye kapde Kyu Pahante hai , Diwali Essay In Hindi , Diwali par Ek Nibhand,Diwalinke din Midhaiya Kyu bati Jati Hai , SonuRajput.

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi