Tuesday, March 26, 2019

Paytm Mai Money ADD Kaise Kare ( Paytm.com )


"How To Add Money Paytm In Hindi" Jaise Ki Aapko Pata Hai Indian Government Ne Jab Se 500 Or 1000 Rupay Ki Band Ki Hai Jab Se Market Mai Len-Den Kam Ho Gaya Hai Kyuki Aaj Kal Logo Ke Pass 50@100 Rupay Ke Notes To hote Nahi Hai Isliye Aise Mai Paytm Aapke Liye Kafi Faideman Sabit Ho Sacta Hai Kyuki Ye Ek Aisa System Hai Jo Cashless hota Hai Ismai Aapko Aapna Paytm Wallet Load Karna Padta Hai Or Phir Aaap India Mai Kahi Bhi Kuch Bhi Kharid Sacte hai . Ab Aane Wale 5 Saal Ke Andar Aapko Paytm Har shop Har Kisi Mall Or Har kisi Vayapari Ke Pass Aapko Dekhne Ko Milega .
Paytm Mai Add Money Kaise Kare

Or Jaha Aapko Paytm Accepte Here Likha Hua Paiye To Iska matlab Ye Hai Ki Aap Waha Par Aapna Paytm Wallet Use Kar Sacte Hai . Or Asani Se Payment Kar Sacte Hai . Kuch Aise Purane Time Ke Log Hai Jinko Paytm Ke Baare Mai Itna Nahi Pata Hai Isliye Maine Aapni Website 4 Aise Post lakhi hai jinko Read Karke koi Bhi Asani Se Paytm Ko use Kar Sacta Hai .

Ye Padhe :-
Paytm Par New Account Kaise Banaye


Paytm Karo Kya Hai Puri Jankari Hindi Mai

Or Ab Baat Aati Hai Paytm Wallet Ki To Sabse Pahle Humey Kahi Bhi Kuch Saman Purchase Karne Se Pahle Humko Aapna Paytm Wallet Load Kar Hota Hai . Yani Ki Aapko Apne Paytm Wallet Mai Paise Jama Karne Padte Hai . Or Aapne Paytm Mai Paise Jama Karne Ke Liye Aapke Pas Ye Requirement Honi Chahiye.
Net Banking ,
Atm ( PNB Bank Only ) ,
Debit Card ,
Credit Card ,
In Method Mai Se Aap Aapna Paytm Wallet Use Kar Sacte hai Or Aapne Paytm Mai Paise Jams Karke Phir Aap Nahi Bhi Kuch Bhi Shopping Kar Sacte Hai . Bus Waha Par Paytm Accepte Here Likha Hona Chahiye.

Ye Padhe :-
Paytm Se Paytm Mai Paise Kaise Transfer Kare

Mobikwik Se Dusre Mobikwik Mai Paise
Kaise Transfer Kare

To Ab Mai Aapko Batata Hu Ki Kaise Paytm Wallet Ko Load Kiya Jata Hai .

Paytm Wallet Mai Paise Kaise Dalte Hai .

Sabse Pahle Aap Google Play Store Se Paytm download Kare . Agar Aapke Pas Purana Paytm Hai To Usko Bhi Google play Store Se update Kare. Or Isko Install Hone De.

Ab Aap Paytm Ko Open Kare Or Ab Aapko Paytm Ke Front Page Par Aapko ADD MONEY Ka Option Milege Or Aapko Uspar Click Karna Hai . Jaise Ki Aap Is Image Mai Dekh Sacte Hai.


Paytm Mai Wallet Add Money Kaise Kare



Ab Aagle Option Add Money To Paytm Mai Aapse Ye Pucha Jaiga ki Aap Kitne Paise Dalna Chahte hai Paytm Wallet Mai Or Unki Sankhya Likhe . Or Add Money Par Click Kar De.

Paytm Mai Add Money Ko Kaise Kare


Ab Aap Sidhe Gateway Of Payment Par Aa Jaoge Or Ab Aapko Yaha Par WO Method Select Karna Hai Jaiske Madhyam Se Aap Payment Karna Chahte Ho . Paytm Load Karne Ke Liye aapke Pass Ya To Net Banking Ya To Credit Card or Debit Card Ya AtM For Pnb Inmai Se Koi Ek Method Aapke Pass Hona Chahiye .


Jada Ter Log Dabit Card Use Karte Hai To Mai Aapko Debit Card Se Batata Hu . Sabse Pale Aap Apna Dabit Card Number Unke Batai Gai Jaga Par Dele Or Aapne card Ki Expire Date Dale Or Apne card Ka CVV number Dale Jo Ki Aapke Card Ke Piche Hota Hai Last Ka 3Digit Number Bus Aapko Ye Information Aapke Card Ki Dalni Hai . Or Isko Ab Submit Par Click Kar Dijiye Or Ab Aapke Mobile Number Par Aapke Bank Ki Taraf Ye Ek OTP Message Aaye Ga Jisko Aapko Yaha par Lagana Hoga Or Isko Bhi Submit Kar Dijiye.

Jaise He OTP Complete Kar Logey To Aapke Paytm Wallet Paise Aa Jaigey Aap Payment Add Karne Ka Order Aap Dekh Sacte Hai . To Ab Aapki Payment Paytm Mai Successful Add Ho Chuki Hai . Or Ab Aap Kahi Bhi Jakar Aapna Paytm Wallet Use Kar Sacte Hai


To Friends Aisa Karke Aap Aapna Paytm Wallet Mai Money Add Kar Sacte Ho Or Agar Aapko Ye Post Acchi Lagi Ho to Plz Is Post Ko Aagey Facebook Par Jarur Share Kare Or Humey Comment Karke Bataye Ki Aapko Ye Post Kaise lagi. thank You By And Take Care.
Meta Tag :-
Paytm Wallet Mai Money Add Kaise Kare , Paytm Wallet Ko Load Kaise kare , paytm Wallet Mai Paise Kaise Dale , Paytm Ko Recharge Kaise kaise Kare , Paytm Ko Paise Kaise de , How TonLoad Money In Paytm , How To Add money in Paytm , paytm Mai Money Load Karne Ki Puri Jankari , SonuRajput.

1 comment:

  1. Paytm me IDBI bank ATM se add karenge blc to charge thodi ldega?

    ReplyDelete

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi