Sunday, March 31, 2019

WhatsApp Chat Hide( छुपाय ) kaise Kare .


"WhatsApp Chat Hide( छुपाय ) kaise Kare"  Aaj Mai Aapko Ye Batane Wala Hu Ki Kaise Hum Aapne WhatsApp Chat Ko Orro Se Kaise Hide Kar Ke Rakh Sacte Hai . Is Post Ke Jankari Ke Liye  Hamare WhatsApp User Sonu Ansari Ne Humse Pucha Tha Ki WhatsApp Chat Ko Hum Kaise Hide Kar Sacte Hai To Maine Tabhi Ye Is Post Par Vichar Kiya Or Ab Ye Post Likh Raha Hu.

WhatsApp Mai Hum Kuch Members Se Chat Karte Hai Jinko Jyada Ter Hum Hide Rakhna He Dhik Samjte Hai , Kai Baar Kuch Aisa Hota Hai Ki Jis Group Mai Hum join Hai Ya Kisi Friends Ne Aapko Kuch Aisa Message Send Kiya Ho , Jisko Dekh Jane Par Logo Par Bura Parbhav Padta Ho Isliye Kuch User WhatsApp Ki Chat Ko Hide Rakhna he Pasand Rakhte Hai Lakin Kuch Aise Bhi Users Hote Hai Jinko Same Yahi Problems Hoti Hai Lakin Unko Ye Nahi Pata Hota Ki WhatsApp Chat Hide Kaise Hoti Hai Isliye Mai Aaj Aapko Is Post Ke Jariye Sikhau Ga Ki Kaise Hum Kisi Bhi Group Ya Friends Ki Message Chat Ho Hide Kar Sacte Hai WO Bhi Aasani Se To Chaliye Jante Hai Ki Kaise WhatsApp Chat Hide Hoti Hai :-

Ye Padhe :-


Sabse Pahle Aapko WhatsApp Ka Latest Version Download Karna Hoga Download  Karne  Ke Liye Sabse Pahle Aapko Play store Se New WhatsApp Download Karne hogi Or Isko Update Kijiye .

Ab Aapna WhatsApp Open Kijiye .

Or Aab Aapke Samne Groups Or Aapke Friends Ke Latest Chat Massage Honge . Aab Aapko Jisko Bhi Hide Karna Hai Usko 3 Second Ke Liye Press Rakhiye Or Phir Upper Ki Traf WhatsApp Ke Option Open Honge Jaise Ki Maine Is Image Mai Dikhaya Hai :-


Jaise Ki Maine Is Image Mai Darsaya Hai ki Aapko Red Circle Wale Box Par Click Karna hai Or Aisa Karne Se Usi Time WO Chat Hide Ho Jaige or Wo Chat Archived Ho Jaige Or Phir Kisi Ko Bhi Apke personal Chat Show Nahi Honge  .


Agar Aap Kisi Bhi WhatsApp Friends Ki Chat ko Unhide Karna Chahte hai To Sabse  Pahle WhatsApp Ke Sabse niche Wale page Par Aaiye Or Aapko Sabse Niche Archived Name Ka Option Milege Usko Open Kijiye Or Jisko Bhi Aapko Unhide Karna Chahte Hai Isko Phir Se 3 second Ke Liye press rakhiye Or or phir Upper Se Uske Option open ho Jaige Or Usi Box Par click Kar Dijiye Or WO Friends Unhide Ho Jaiga .

Ye Padhe :-



To Friends Aisa Karke Aap Kisi Ko Bhi WhatsApp Chat Par Hide Rakh Sacte Hai Or Unhide Kar Sacte Hai . Aagr Aapko mere ye Jankari Pasand Aai Ho To Plz Is Post Ko Aage Bhi Share Kare or Agar Aapko Is Post Se Related Kuch Puchna Hai To Aapko Humse Comment Ke Jariye Puch Sacte Hai . Thank You By And Take Care Sikhte Rahiye Mere Sath Internet Technology.
Meta Tag :-
WhatsApp Mai Chat Ko Kaise Hide Kare  , WhatsApp Chat Ko Unhide Kaise Kare , WhatsApp Charting Ko Hide Kaise Kiya Jata Hai , WhatsApp Chat ko Kaise Chupaye , How to Hide WhatsApp Chat , How to Unhide WhatsApp Chatting , WhatsApp Par BatonKo Kaise Chupaye , WhatsApp Par friends ki chatting Ko Hide Kaise Kare , SonuRajput

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi