"How To Create New Paytm Account" Jab Se Note Bandi ( Currency Stop ) hui hai Jab Se Kuch Aise normal Problems Create Ho Gai Hai Jiska Samadhan Only On Paytm Hai . WO Kaise Chaliye Mai Aapko Batata Hu Kaise , Ab Aap Market Mai Kahi Bhi Shopping Karte Ho To Normally Se Baat Hai Aapke Pas 500 Ya 1000 Ke Old Rupess Hote Hai Jinko 9-nov-2016 Se Band Kar Diya Gaya Hai Or Aise Mai Aapke Pas 50 ya 100 rupay nahi Hai To Aap Kahi Bhi Shopping nahi Kar Sacte Ho .
Isliye Jab Se Indian Government Ne Note Badi Ki Hai Jab Se Market Mai Sabhi Ne Paytm Use Karna Suru Kar Diya Hai WO Isliye Kyuki Paytm Se Paytm Mai Payment Ki Ja Sacti Hai Jiska Koi Charge Nahi Lagta Hai. Paytm Se Aap Ek Mahine Mai 20000 Hazar Rupay Tsk Ki Shopping Kar Sacte Hai Or Isliye Aaj Sab Kuch Cashless Ho Gaya Hai . Or Paytm India Ka Number One Cashless wallet Ban Gaya Hai Jissay Hum Kisi Bhi Tarah Ka Bhugtan Asani Se Kar Sacte Hai.
Ye Padhe:-
Paytm Se Payment Kaise Kare
Paytm Se Dusre Paytm Mai Paise
Kaise Transfer Kare
Paytm Ke Kya Kya Faide Hai Puri Jankari
Paytm Se Aap Apni Electricity Bill Pay Kar Sacte Hai . Jissay Aapka Time Wast Nhi Hoga
Paytm Se Aap India Ke Kisi Bhi Cinema Theatre Hall Ki Movie Ticket Book Kar Sacte Hai.
Paytm Se Aap Online Shopping Kar Sacte Hai .
Paytm Se Aap Irctc Par Railway Ticket Book Kar Sacte Hai.
Paytm Se Aap Mobile , DTH , Data Card , Recharge Kar Sacte Hai.
Paytm Se Aap India Ki Kisi Bhi Airline Ki Flight Air Ticket Book Kar Sacte Hai .
Paytm Se Aap Delhi Metro Card Recharge Kar Sacte Hai .
Paytm Se Aap Water Bill Pay Kar Sacte Hai .
Paytm Ke Jariye Aap Market Mai Shopping Kar Sacte Hai .
Paytm Se Aap Dusre Paytm Wallet mai Paise Bhej Sacte Hai .
Isliye My Dears Aaj He Aapna New Paytm Account Banaye Or Cashless Payment Use Kijiye Or Ab ATM Nahi Paytm use Kare To Chaliye Dosto Ab Mai Aapko Batata Hu Ki Kaise Hum Paytm Par Asani Se Aapna Ek New Account Bana Sacte Hai . Bus Aap Mere Dawara Dikhai Gai Image Ko Follow kijiye Or Aap Aapna Paytm Account Asani Se Create Kar Lenge.
Paytm Par New Account Kaise Banaye 1 Minutes Mai
Sabse Pahle Aap Play Store Se Paytm Application Download Kijiye. or Isko Install Kijiye.
Ab Aap Paytm Application Ko open Kijiye .
Ab Aap Sabse Niche Profile Par Click Kijiye
Or Ab Aap Hello Login To Paytm Par Click Kijiye .
Ab Aap Jaise he Agle Page Par Open Hoge To Aab Aapke Samne Sign Up Ka Option Hoga WO Bhi Right Side mai upper ki Corner Par To Aapko Sign Up Par Click Karna Hai
Ab Aapko Sign Up To Paytm Mai No.1 Aapko apna Mobile Number Dalna Hai Or No.2 Mai Apni Email I'd Dalni Hai . Or No.3 Mai Aapko Aapna Password Dalna Hai Or Aapka Password Symbol or Latter or number Mai Hona Chahiye Tabhi Aapka Password Create Hoga . Or Aab Aap Isko Sign Up Kar Dijiye
Jaise he Aap Isko Sign Up Karoge To Ab Aapke MOBILE Number Par Ek OTP message Aayega . Or WO OTP Aapko Yaha Dalna Hai.
Jaise He Aap WO OTP Code Yaha Dalo Ge To Aapke Samne Welcome Page Open Hoga Jismai Aapko No. 1 Mai Aapna Name Dalna Hai No. 2 Mai Aapko Aapna Last Name Dalna Hai Or No.3 Mai Aapko Aapko Date Of Birth Dalni Hai Or No.4 Mai Aapko Male Female Mai Se Apne Gender Select Karna Hai Or And Mai Finally Aapko Confirm Par Click Karna Hai .
To Friends Ab Aapko paytm account Ban Kar Ready Hai Or Dosto Aisa Karke Aap Apna Paytm wallet Account Bana Sacte Hai .
Ye Padhe :-
Mobikwik Se Dusre Mobikwik Mai
Paise kaise transfer Kare
FreeCharge Se Dusre FreeCharge Mai
Paise Kaise Transfer Kare
To Dosto Aagar Aapko Ye Post Acchi lagi Ho To Plz Is Post Ko Facebook Par Jarur Share Kare Or Kisi Bhi Sawal Javab Ki Hamey Comment Kare Ya Phir Hame WhatsApp Kare Him Aapka Javab Bahut Jald Denge Or Aise He Internet Technology jamakri Ke Liye Aap Hamare WhatsApp Number Ko Join Kare WhatsApp no. 8295245440 Jaldi Se Hame Msg Kijiye. thanks By And Take Care.
Meta Tag :-
Paytm Par New account Kaise Banaye , How To Create Paytm Account In Hindi , Paytm Account banane Ki Jankari , Paytm Se Kya Hota hai , Paytm Ke Kon Kon Se Faide Hai , 1 Minutes Mai Paytm Ka Account Kaise Banaye , Paytm Par New Account Banane Ki Piri Jankari Hindi Mai , Paytm in hindi , Paytm Ki Suruwat Kaise Hui , Paytm Ko Download Kaise Kare , Paytm Par Ek Naya Khata Kaise Chalu kare , Paytm Mai Kitne Paise Daal Sacte Hai , Paytm Se Rant Kaise Se , Paytm Se Donations Kaise Kare , Paytm Se Shop Mai Payment Kaise Kare , Paytm Se Saman Ki Payment Kaise Kare , SonuRajput.
No comments:
Post a Comment
Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi