Friday, March 29, 2019

Mobile Banking Se Paise ( Fund ) Transfer Kaise Kare Kisi Bhi Banks Accounts Mai


"Mobile Banking Se Paise ( Fund ) Transfer Kaise Kare" Aaj Mai Aapko Batane Ja Raha Hu Ki Kaise Hum Aapne Mobile Se Kisi Ke Bhi Bank Account Mai Paise Kaise Transfer Kar Sacte Hai WO Bhi Easy Method Ke Jariye .
Agar Aapko Kisi Ke Bank Account Mai Paise Jama Karane Ho To Aapko Sabse Pahle Apne Branch Bank Mai Jana Padega Or Lambi Line Mai Lagna Padega Tab Jakar Aap Paise Jama kar Pate Hai Lakin Ab Time Change Ho Gaya Hai Kyuki Jaha Aapke Bank Mai Aapke 3 Ghante Kharab Hote The Or Ab WO He Kaam Aapka Only 3 minutes Mai Ho Sacta  Hai .
Aapke Banks Aapke Smart Phone Mai Aise Application Provide Karte Hai Jiske Jariye Aap Aapne Bank Account Ko Self Manage Kar Sacte Hai .

Mobile Banking Se Paise kaise transfer Kare

 Or Ab Sabhi Banks Aapne Customer Ki Sabhi Transaction Ke Liye Mobile Banking Ke Service Provide Karti Hai Jaha Aap Aapne Mobile Se Kisi Ke Bhi Bank Account Mai Paise Asani Se Transfer Kar Sacte Hai Or mai Yaha Baat Kar Raha Hu State Bank Of India Ke Sabhi Branches Ki Mobile Banking Ke Baare Mai Kyuki Jada Ter SBI Account Holders hote Hai Isliye Mai Aapko State Bank of India Ki Mobile Banking Jiska Name Hai State bank Freedom . Ye Ek Application Hai Jo Aapko Google Play Store Par Asani Se Mil Jaige. To Sabse Pahle Mai Aapko Ye Bata Du Ki Mobile Banking Ke Kya kya Faide Hote Hai.

Ye Padhe :-
Net Banking Se Paise Kaise transfer Kare


Net Banking Ki Puri Jankari Hindi Mai

Mobile Banking Ka Kya Faida ( Benefit ) Hota Hai.


Mobile Banking Se Aap Aapne Bank Account Ka Balance Check Kar Sacte Hai.

Mobile Banking Se Aap Kisi Ko Bhi Asani Se Paise Transfer Kar Sacte Hai.

Mobile Banking Se Aap Last 10 Transaction Check Kar Sacte Ho .

Mobile Banking Mai Aap Kisi Ke Account ko Add Beneficiary  Add Kar Sacte Ho. Account Add Hone Ke Baad Aap without account number Dale payment Transfer kar Sacte hai.

Mobile Banking Se Aap Kisi Ko Bhi Quickly Paise Transfer Kar Sacte Ho .

Mobile Banking Mai Aapko User Id Or Password Diya Jata Hai , Jissay Aap Aapne Account Mai Access Ho Sake.

Ye Padhe :-
Bank Account Ka Balance Mobile Se Kaise Pata kare

Mobile Se Movie Ticket Kaise Book Kare Online

Mobile Banking Se Paise Transfer Kaise Kare

Mobile Banking Se Paise Transfer Karne Ke Liye sabse Pahle Aapko Aapne Bank Ki Mobile Banking Activate Karne Hogi Agar Aapne Abhi Take Mobile Banking Activate Nahi Ki Hai To Aap Ye Post Padhe Mobile Banking Kaise Activate kare

Mobile Banking Activate Hone Ke Baad Sabse Pahle Aap State Bank Freedom Ki Application Open Kijiye .

Ab Aapko Ismai Sabse Pahle Fund Transfer Ka Option Milega Aapko WO Select Karna hai.
Jaise Ki Aap is Imae Mai Dekh Sacte Hai .

SBI Mobile Banking Fund Transfer





Ab Aapko Next Step Par IMPS-Account No & IFSC Wala Option Milega To Aapko WO Select Karna Hai

SBI Mobile Banking IMPS-Account No & IFSC


Or Aab Aapko Aapna Debit From Account Select Karna Hai .

SBI Mobile Banking Select Debit Account




Ab Aapko Jis Ke Account Mai Paise Dalne Hai Uske Account Detail Or Kitna Amount transfer Karna Hai WO Jankari Daliye.

No.1  Selecte Payee Bank :- Mai Aap Uska Bank Account Select Kijiye Jismai Uska Account Hai. Agar Is List Mai Aapko Bank Name Na Mile to Other Ko Select Kare .

No.2  Payee Account Number :- Ismai Aapko WO Account Number Dalna Hai Jisko Aap Paise Transfer Karna Chahte Ho.

No.3  Amount to be transferred :-  Aab Aapko Jitne Paise Transfer Karne Hai Utne Paise Ke Sankhya dale .

No.4  Remarks :- Ismai Aap Kuch Bhi Likh Sacte Hai .

Ab Aap Isko Submit Kar Dijiye .  Image Ko Dekhkar Samjhe

SBI Mobile Banking Money Transfer Form



Ab Aapke Samne Confirmation Ke Liye Ek Page Open Hoga Jisko Aap Ek Baar Acche Se dekh Le Or Aapko Sabkuch Dhik Lage To Isko Confirm Par Click Kar De .

SBI Mobile Banking Money Transfer Confirm Form



To Ab Aap Jaise He Confirm Par Click Karte Ho To Aapke Payment Successful Transfer Ho Jaige . Or Aapke Account Se Paise nikalkar Dusre Account Mai Jama Ho Jaige Jiska Apne Account Number Dala Tha . To Ab Aapke Paise Aapke Account Se Debit Ho Kar Dusre mai Credit Ho Gaye Hai. Or Ab Aapko Ek Silp De Jaige Jismai Transaction Number Hoga .

SBI Mobile Banking Transaction Successful


To Dosto Ab Aapko Pata Chal Gaya Hoga Ki Kaise Hum Apne Mobile Se Apne account Ke Paise transfer Kar Sacte Hai . Or agar Aapke Dimak Mai Koi Question hai To Aap Humey Comment Kariye Ya Hume WhatsApp Kariye Hum Aapke Sawal Ka Jald Reply Karenge Or Plz Is Post Ko Jada Se Jada Facebook Or Apne Dosto Se Share Jarur Kare , Or Aise He Internet Technology Se Related Jankari Ke Liye Aap Hamara Blog Visit Karte Rahiye . Thank You By And Take Care.

Meta tag :-
Mobile banking Se Paise Kaise transfer Kare , Mobile Se bank Account mai Paise Transfer kare , 1 minutes mai Paise Transfer kaise kare, SBI mai Paise kaise jama kare online , Online Paise kaise transfer Hota Hai , State Bank Freedom Se Paise kaise transfer kare online. Sonurajput.

3 comments:

  1. Bhai please help Mera accounts state bank of India me hai main mobile banking use Karta Hu. Maine galti se dusre account me daal Diya wo paisa Mai kaise wapas karu please hame bataiye. Aap mere me mail kar dijiye Mail ID- gokulj022@gmail.com

    ReplyDelete
    Replies
    1. Mobile Banking Se Paise Tab He Send Honge Jab Account No. Ifsc . or account Holder Name Match Hoga . Tab Jakar Paise Send Hotey Hai Or Agar Aapne Inmai Se Koi Bhi Galat Chij bhar De To Paise Send Nahi Honge Or Kuch He Din Mai Paise Aapke Refund Ho Jaige.

      Delete
  2. In an honest liquidation the liquidator may elect to distribute the readily available assets the offshore bank has right away. These assets would be the actual cash deposits. guarantor loans

    ReplyDelete

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi