Hello Friends . Paytm Aaj india Ka Sabse Popular e-Wallet Ban Gaya Hai Jiske Madhyam Se Hum koi Bhi Online Purchasing Kar Sacte Hai . Or Isliye RBI Ne Paytm Ko Bank Ghosit Kar Diya Hai . Jab Se Cashless Ke Muhim Start Hui Hai Tab Se Logo Ne Paytm Ko Jada Apnaya hai . Kyuki Paytm Se Pay Karna Bilkul Easy Hai . Or Ab To Har Ghar Ghar Paytm Account Hai Jaise Ki Bank Account . Paytm Ab Aapko Har Shop Pai Aapko Dekhno Ko Melega Or Jaha Par Paytm Accepte Here Likha Mile To Iska Matlab Waha Par Aap Paytm Wallet Use Kar Sacte Hai . Lakin Aise Mai Aap Ek Dukandar Wale Hai Or Aap Paytm Se Paise Lete Hai To Ye Sabse Acchi Baat Hai Kyuki Aap Aapna Paytm Balance ko Sidhe Aapne Bank Account Mai Transfer Kar Sacte Hai . Or Paytm Ka Cash Aapke Aacount Mai 1 Sec Mai Aa Jata Hai Or Paytm Se Paise Send Karna Bank Account mai Bahut He Easy Hai .
Agar Aapko Nahi Pata To Don't Worry Mai Aapko Batata Hu Ki Kaise Hum Aapna Paytm Cash Bank Account mai Transfer Kar Sacte Hai.
Ye Padhe :-
Paytm Mai Add Money Kaise Kare
Paytm Par New Account Kaise Banaye
Sabse Pahle Mai Aapko Transfer Se Related Kuch Baat Bata Dega Hu .
Agar Aap Ek Dukandar Hai To Aap Aapna Ek Fram wala Paytm Account Open Karwa Le Jissay Aapko Unlimited Transaction Ke Limit Mil Jati Hai.
Agar Aap Normal Users Hai To Aap Ek Mahine Mai 25000 Rupay Ke Len Den Kar Sacte Ho .
Or Paise Send Karne Ke Liye Aapko Minimum 100 Ruapy Se Upar Hone Chahiye Phir Aap Send Kar Sacte Hai Or Ek Din Mai Aap 5000 Rupay Aapne Bank Account Mai Transfer Kar Sacte Ho , Bina Koi Charge 31/Dec/2016 tak . Uske Baad Kuch Chargeable Ho Jaiga .
Paytm Balance Bank Account Mai Kaise Transfer Kare.
Agar Aap Paytm Application Use Karte Hai To Isko Sabse Pahle Update kar le Agar Use Nahi Karte To Paytm Application Download Kar Le Google Play Store Se .
Paytm Application Open Kijiye Or Ab Aapko Sabse Upper Passbook Wala Option Dikhega Or Isko Click Kijiye . Jaisa Ki Aap Is Image Dekh Sacte hai .
Or Ab Aapko Send Money To Bank Par Click Karna Hai Or Phir Aapko Transfer par Click Karna Hoga .
Or Ab Aapke Samne Ek Form Open Hoga Jismai Account Ki Basic Jankari Dalni Hogi . Jaise Ki Aapko Ab Mai Aapko Batane Wala Hu.
No.1 Mai Aapko Amount Dalna Hai Ki Aap Kitne Paise Send Karna Chahte Hai Uski Rakam Daliye.
No. 2 Mai Aapko Aapna Name Dalna Hai Jo Aapke Bank Account Mai Ho . Waise he Dalna Hai Same To Same .
No. 3 Mai Aapko Aapna Bank Account Number Dalna Hai .
No. 4 Mai Aapko Aapna Bank branch Wala ifsc Code dalna Hai . Agar Aapko Apna ifsc code Nahi Pata To Ye Code Aapki Bank Ki Passbook Par Mil Jaye Ga.
No.5 Mai Aap Kuch Bhi Likh Sacte hai . Aapna Name Ya Kuch Or.
Or Ab Aap Finally Send Ko Click Kar Dijiye
Or Ab Aapke Mobile Number Par Paytm Ki Taraf Se Ek OTP Message Aaye Ga . Agar Aapka mobile number Aapke Mobile Mai Hai To Paytm Code Ko Apne Aap Detect kar lega Yadi Dusre Mobile mai Hai To WO Otp Code Aapko Dalna Hai or Usko Verify kar dijiye.
Verify Karne Ke Baad Aapka Paytm Cash Side Aapke Bank Account Mai Transfer Successful Ho Chuka Hai .
To Friends Aisa Karke Aap Apne Paytm Balance Ko Aapne Bank Account Mai Transfer Kar Sacte Hai .
Ye Padhe :-
Paytm Kya Hai . Paytm Ki Puri Jankari Hindi me
Paytm Wallet Se Dusre Paytm Wallet Mai Paise Send Kaise Kare
To Friends Agar Aapko Is Post Mai Kuch Bhi Baat Samaj Nahi Aai Ho To Aap Hume Abhi Comment Kare Ya Humey WhatsApp Par Contact Kare Hum Aapki Puri Help Karenge . Or Agar Aapko Ye Article Acchi lagi Ho To plz Is Post Ko Facebook Or Google + Or Aapne Dosto Se Jarur Share Kare. or Aise He Internet Technology Ke Jankari Ke Liye Aap Hamara Blog Visit Karte Rahiye . Thank You By And Take Care.
Meta Tag :-
How To Send Paytm Money To Bank Account , How To Transfer Money Paytm To Bank Account , Paytm Ke Paise Ko Bank Account mai transfer Kaise kare , Paytm Balance Transfer Karne Ke puri Jankari , Paytm Money ko Bank Account mai Kaise Daale , Paytm Ko Bank Se Kaise Jode , Paytm Ke Rupay Bank Ke Khate Mai Kaise Dale , Paytm Money to Bank Account Transfer Trick , Paytm Balance ko bank Balance mai Kaise Jama kare , Sonurajput.
No comments:
Post a Comment
Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi