Tuesday, March 26, 2019

Paytm Se Railway Ticket Kaise Book Karte Hai


Paytm se Railway Ticket Kaise Book Karte Hai , How To Book Railway Ticket ,
"How To Book Railway Ticket By Using Paytm In Hindi" Aaj mai aapko batane Wala hu ki kaise Aap Paytm ka use Karke Railway Ticket Asani se Book kar Sacte hai . Ab aapko Railway Ki ticket Book karwane Ke Liye  Railway Station Par Jane Ki koi jarurat nahi hai Or Na he Kisi Dalal Ke Chakar Mai padne Ke Jarurat . kyuki aajkal technology Ka jamana Hai Or Is Technology Mai Smartphone Aham bhumika Nibhate Hai . Agar Aapke pas mobile Phone Hai to Aap dunia Ke Koi bhi ticket online Book Kar Sacte Hai , LakIn aaj hum Paytm ka Use karenge Kyuki Haal he Mai Paytm IRCTC se Link ho Gaya hai Jissay Karan ab railway Ki ticket Book karna or bhi asan ho Gaya hai . Paytm se Train ki Kisi bhi type Ki Seat book kar Sacte Ho .

Aap Ismai Sleeper Class Or AC non AC Ticket Bhi book kar Sacte ho . Or to Paytm se Ticket book Karne ke Kafi Faide hai Ismai Aap train ke root check kar Sacte ho train seat availability check kar Sacte ho or Bhi bahut kuch . to chaliye Baatey To bahut ho Gai . Ab Paytm se Railway Train ki ticket Book Karte Hai .

Aap ye Padhe :-
Paytm cash Ko bank account mai transfer Kaise kare

Paytm Mai money kaise Add Karte Hai

Sabse Pahle aap Paytm app Ko update Kijiye Or Apne Mobile Se Paytm Application Ko Open Kijiye Or Iske front Page Par aapko Train ka Option Milega Usko open Click Kijiye.


Paytm se Railway Ticket kaise book kare




Train par click Karne ke Baad Ab Aapko Aapne Aane Or Jane Ke City daliye Or phir Aapko Konsi Date Ko travel Karna hai wo Date Select Kijiye  Or Isko search kar dijiye.


Paytm Railway Ticket kaise book Karte hai



Ab Aapke Samne Us root ke Sabhi train details Show Hongi Jismai aapko bataya Gaya Hoga ki konse train Kab Aaye GE or Kab pahuchaye GE . Or Travel Timing bhi de Jaige or Train Number Bhi Aapko Diya Gaya Hoga . Aapko jo Sahi Lage Aap us train Ko select Kare.

Paytm Railway Ticket kaise book Karte hai

Ye Padhe :-
Paytm Wallet Se Dusre Paytm Par Paise Kaise Transfer Kare

Paytm Se Payment Kaise Karte Hai


Ab aapke Samne Us Train Ki seat availability Aa Jaige Ki Is train mai kitne seat bachi Hui hai . Or ab ticket Book Karne ke Liye Train seat Par click Kijiye.


Paytm se Railway Ticket Availability kaise Check Karte Hai

Ab Aap Jaise He Seat par Click Karte Ho to aapko ab Aapna IRCTC user name Dalna Hai or Railway Ticket Book Karne ke Liye Aapke Pas IRCTC account Hona bahut he Jaruri Hai.
IRCTC user name Dalne ke Baad Submit Kare ( IRCTC Par Account Banaye )


Ab aapko passenger Detail Dalne Hai Jismai aapko Name Dalna hai or Aapne Age Dalne Hai Or Aapne Seat select Karne Hai SEAT mai Aap middle,lower, upper ,Side upper or Side lower Seat mai se Select Kar Sacte ho . Detail Dalne ke Baad Isko Processed To Book Par click Kar  de

Paytm se Railway Ticket kaise book kare



Ab Aapke Samne next page Page Par Payment Karne Ke Options Show Honge Jismai Aap Aapna debit Card ya credit Card ya net banking Jaise Payment Method Select Karke Aapne Railway Train Seat ke Ticket Book kar Sacte hai. Aapke Train ticket ke Slip Aapke Paytm Ke My order Par Show Ho jaige Jismai Aapko seat no NUMBER Bhi bataya Gaya Hoga

To Friends Aisa karke Aap Asani se Aapne Railway Ticket Book kar Sacte Ho . Agar aapko ye post acchi lagi ho to plz is post Ko share kare or Humey comments Jarur Kare or is post se related Kisi bhi Parkar Ko Help ke Liye Aap Humey Jarur Comment kare Hum Aapko jald reply karenge , Thank you by and take Care,
Meta Tag :-
Railway Train ki ticket Kaise Book Karte hai , How To book railway Ticket On Paytm , Paytm se Railway Ticket kaise book kare , Paytm se train ke seat kaise book kare , Paytm se train ticket kaise book Karte hai , Paytm se Railway Ticket Book Karne ki puri jankari , Paytm Railway Ticket Jankari , Bina IRCTC se Railway Ticket book kare,Sonu Rajput.

3 comments:

  1. Kya paytm se waiting ticket manya hai

    ReplyDelete
  2. Passenger ticket kese book hota h

    ReplyDelete
  3. Kiya patym se railway ticket book korne ka
    E bad ticket ki print out korna he

    ReplyDelete

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi