Wednesday, October 28, 2015

DMRC Delhi Metro Rail Post Ko Kaise Kare Online Jaaniye Hindi Me


DMRC Delhi Metro Rail Post Ko Kaise Kare Online Jaaniye Hindi Me, How to apply DMRC delhi metro form online, kaise kare delhi post online apply form,how to fill up DMRC Form,




Hallo Dosto mera naam sonu rajput hai mai aj is post mai batau ga ki app kis parkar delhi metro ka form online apne jariye kar sacte ho




to sabse pahle hame delhi ki website ko open karna hai waise maine yahan par direct link dala hua hai delhi ki website ka yahan par click kare online apply delhi metro rail



To ab Hamre samne ye page open hoga
Ab mai apko step by step batau ga ki kaise kya or khan par kya dalna hai


  1. sabse pahle post ko drop down menu se select kijiye jo ap apply karna chahte hai
  2. aap apna naam daliye
  3. apka father name daliye
  4. gender ko  drop down menu se select kijiye boy ke liye yes or girl ke liye no
  5. Apni kast ki category ko drop down menu se select kijiye
  6. kya ap sadisuda hai to yes ko ager sadisuda nhi hai to no ko drop down menu se select kijiye
  7.  ismai no rahne dijiye
  8. isko bhi no hi rahne dijiye
  9. ab apki date of birth ko select kijiye
apni email id dale




  • ismai apki koi dusri email id dale ager nhi hai to rahne de
  • Apna mobile number dale
  • ager ap std use karte to td code daliye or std number daliye
  • ismai apko no ko select karna hai
  • NO
  • NO
  • Ab apko drop down menu se degree or deploma inmai se apko apni Qualification ko select karna hai
  • ismai apko CA/CWA ko select karna hai
  •  Isami apse puch raha hai apko sap ki knowlage hai ya nhi ager hai to yes ko select kijiye ager nhi hai to no ko select kijiye
  • Apki degree ya deploma kitne saal ka hai wo dalna hai kam se kam 3  saal ka to hona hi chahiye
  • ismai apko yes dalna hai
  • apne apni digree?deploma kab or kon se saal mai kiya wo dalna hai
  • ismai apko parentage % dalni hai
  •  apne jis university se  degree?deploma kiya hai wo dalna hai
  • Yes dalna hai ismai
  • address detail 
  • address detail  
  • address detail   
  • apki city ka pin code
  • apke state kya hai wo select karni hai
  • apni fhoto upload kijiye 
  • apne signature upload kijiye  Or And Mai PRIVEW Ko Par click kijiye or apka dlhi metro ka panjikarn form savikar ka liya jaye ga online




  • Ab apke pas ek challan draft  ayega apko uski payment karni hogi bank mai jaker challan ki fees apke cast waij hogi


    Or is post ki detail se jankari lene ke liye ap is website par visit kar ke dekh sacte ho http://sarkariresults.info


                         Thank You Read My Post

     More TAG Line

    DMRC Delhi Metro Rail Post Ko Kaise Kare Online Jaaniye Hindi Me, How to apply DMRC delhi metro form online, kaise kare delhi post online apply form,how to fill up DMRC Form,


    To Frends KaiseLagi Meri Ye Post Apko Ager apko mujh se kisi bhi form related puchna hai hai to ap mujh se commnt mai baat kar sacte hai

    2 comments:

    Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi