Wo Bhi Aasan Tarike Se.
Jaise Ki dosto humay Jab problam aati ki jab koi hamare gher mehman ya koi dost hare home aa raha hota hai to unko sabse pahle address ki problem aati hai to wo wahan ke logo se puhte hai to koi kuch batay ga to koi kuch or bataye ga to hota ye hai unka time waste or problem Ager apka home google map par submit hai to wo right direction se apke address pe pahuch jate hai.
To mai Apko batau ga ki ham apne gher ki location ko kaise set kare google map par to chaliye jante hai
How To Set My Home Location On Google Map
To Chaliye Dosto Mai apko Bata hu Kis parkar set kare hamre gher ki location wo bhi google map par Step By Step
To Sabse Pahle hamey google.com website ko open karna hoga or usmai likhna hai
GOOGLE MAP MAKER
Jaise Hi Google.com ke result open honge to sabse pahla link google map maker ka hoga to ap ko us par click karna hai
Jaise he ap click karenge to ap ke samne ye page open hoga.
ab apke samne ye char viklap ayege add place,edit place,add road,review edit by other user
To Apko Add Place Par Click Karna hai
To Ab apko google map bataye ga ki ap ko kis parkar apna address google map par submit karna hai
to ab apko go it par click karna hai
Step.1 Search For Location
Step.2 Switch To Satelite
Ye Step apne ap ho jaye ga nhi ho to ap uper se right hand ki taraf kone mai satelite ka viklap paye ga us ko select kar lena
Step.3 Click And select Add Place
Ab Hamre Computer screen pai Add A Place ka option hoga usmai google map hame ye puchay ga ki apke address ka base kya hai to apko bata padega jaise ki gher ka address sumit karwa rahe ho ya apna office address submit karwa rahe ho to wo sab chije batani hai apko phir hamko click karna hai.
Jaise Ki Maine Yahan Darsaya hai apko jo lal chaker mai teer ka point hai wo apko wahan par select karna hai jahan par ap apna address submit karwana chate hai.
Jaise he ap apna address submit karoge tabhi kuch information jankari apse puchi jaye gi is form mai jo ki maine uska bhi screen shoot dala hai.
To jaise he dosto ap apni sabhi sahi sahi jankari Dene ke baad ap save baten par save kar dijiye
To jaise hi apka address submit ho jaye ga to google isko approve bhi karega jaise hi 3 ya 4 view aa jaye ge to apke address par to ggogle apka address approve kar dega
or address approve karane ke liye app apne friends ko bhi bol sacte hai address view ke liye
Tag Line
gher ka pata kaise dale google par,home ka address kaise dale google map par,sonurajput,kaise submit kare gher ka address google map par,google map ke bare me janiye,kaise kya,google map ki help,how can i submit my home address on google map,goole map maker about,how to submit my computer office in google map,google map ke bare mai jane,how to submit my shop address on google map,kaisekare google map par apna gher ka address submit.
kya ye progress mobile pe ki ja sakti hai...kya mobile thro me settelite map pr apna adress dal sakta hu....or apruval ke liye friend ko kaise batau
ReplyDeletekya ye progress mobile pe ki ja sakti hai...kya mobile thro me settelite map pr apna adress dal sakta hu....or apruval ke liye friend ko kaise batau
ReplyDeleteDear Nakti,
DeleteHaan Aap Apna Address dal sacte ho mobile ke jariye
aap ka blog bhot Acha hai Aur vo muzhe bhot pasand hai
ReplyDeleteThank You Ganesh Ji Apke Acche Comment Ke Liye
DeleteShree keteshwar
ReplyDeleteBahut Bahut धन्यवाद भाई
ReplyDeleteNice Post brother
ReplyDeletereview kaise dete hain
ReplyDeleteThanks bro
ReplyDeleteYdi Dali gai jagah ko hatana ya Edit krna ho to kaise krte h
ReplyDeleteMap maker ko login karke usko edit kiya Ja Sacta hai
Deletewebsite hme apni banani padegi kya
ReplyDeleteWebsite ki koi jarurat nahi padti hai
DeleteMaine address bana liya par mere phon me hi dikhai deta hai dusro ke phon me dikhai nahi deta to kya karu
ReplyDeletePlease answer. ...
Add adress ko apne dosto se view kaise karwaye.?
ReplyDeleteAdd adress ko apne dosto se view kaise karwaye.? Taki google map pr dikhai pde?
ReplyDeleteaddress ko view kaise krawaye..jo google map pr show krne lge.....
ReplyDeletedost mai ne sab jankari dal di but comment me kay likhu vaha kuch accept nhi kar rha
ReplyDeleteSir mujh se galat address ADD ho gya school ka
ReplyDeletena to Vo delete ho rha h or na Vo Cheng ho rha h Vo published ho gya h us me number or website bhi add h us ko Kaise delete Karen Sir ji Please help me...
Enter your comment...Thanks....
ReplyDeleteMaine adress pin kiya but publish nahi hua
ReplyDeletenic
ReplyDeletenice post i like it.
ReplyDeleteBahut achchha post hai
ReplyDeleteMUJHE APNE HOME,SHOP,FIELDS KI LOCATION KARNI THI.AAPKE IS NICE BLOG SE MUJHE BAHUT HELP HOGI,THANKS A LOT
ReplyDeleteWhat a great Article
ReplyDelete.
.
.
.
Keep it up
thank u bro useful article share ke liye google map
ReplyDelete