UPSSC Direct Requirement 07/10/15 ko is vacancies ka form online Upssc kiwebsite par aya hai
to maine socha ki ap ko is post ki information batau ga or iski or bhi jankari batau ga ki is form ko kon kon apply kar sacta hai or kitni age wala kar sacta hai or kya qualification mangi hai is form mai
UPSSC Ka advt No. Kya Hai
What Is a ADVT NO. UPSSC
UPSSC Ka Advt No. hai 20(7)2015 Direct Recruitment Various Post 2015
What Is A Fee With UPSSC Application
UPSSC Ki Fee Kitni Hai
- General And OBC Fee : Rs. 105/-
- SC And ST Fee : Rs. 65/-
- PH Candidates : Rs. 25/-
- Applicant Can Pay tha Exam Fee Through SBI I Collect Fee Mode
Important Dates UPSSC Direct Recruitment
- Application From Start date : 06/11/2015
- Registration Last Date :28/11/2015
- Fee Deposit Last Date :02/12/2015
Kaise Apply Kare UPSSC Direct Recurrent Form Online 2015 Janiye Hindi Mai
Ab tak hamne jana ki is UPSSC form ke lie kya kya requirement hai Wo Sab Hamne Jaan Li Hai To Chaliye Hum is form ko kaise apply kare step by step
mai apko image ke jariye batata bhi rahuga ki is colam mai apko kya dalna hai
To Form ko apply karne se pahle hame UPSSSC ki official website par jana hoga Ap Mere Is Link Se UPSSSC ki website Pahuch jaoge Click Here This UPSSSC Website
Ab Apke Samne Kafi Notification aa gaye honge
Apko ab 20(7)2015 wale notification ke form par APPLY par click karna hai
Jaise Hi Ap Apply par click karoge tabhi apko niche post vacancies name aa jaige apko wo post select karni hai jiska apko anubhav ho or uske baraber mai registration par jaker usko click kare
Ab Apke samne ye page open hoga
UPSSSC Candidates Personal Information
Ab Apko UPSSSC ke Form mai 10th Or 12th Ki Detail Dalni hai
Ab Apko ismai apni 10th class ki detail dalni hai jaise ki apne 10th class konse bord se pass ki hai or kon se saal mai ki hai or uska roll no or kon se saal mai pass ki hai or uske total number ki jankari apko bharni hai
UPSSSC Essential Qualification Detail
No.1 Ab apse pucha jaiga ki apke pas koi NTC ka Certificate hai ya nhi ager apke pas NTC ka Certificate Hai to Apko uski detail dalni apne ye course kab or kon se saal mai kiya or kitne markes apne ismai prapt kiye wo sab jankari apko dalni hai ho apse is form mai puchi gai ho
No.2 Ager apke pas koi deploma hai jaise koi engineer ka deploma to apko uske bare mai detaildalni hai jo is form mai puchi gai hai
No.3 ager apne 0th class up bord se ki hui hai to uski jankari is form mai daliye
Or and mai ek captcha image ko edit box mai daliye
or is form ko submit kar dijiye apka avedan Form UPSSSC ki website par pahuch jaye ga
Submit hone ke baad apke phone par kuch der baad ek sms ayega joki UPSSSC ki website ka hoga
usmai apko apna ragistration no. ka msg ho hoga
Apko is form ki payment SBI Cash Collect se karni hogi or koi option nhi hai payment karne ka
Merit Sabhi Posto Ko Read Karne Ke Liye Yahan Par Click Kare Click Here
Tage Line
UPSSSC Online form kaise apply kare, How I Can UPSSC Direct Recurrent Form Online Apply,
kaise karte hai apply UPSSC Direct Recurrent Form Online, kitni post hai UPSSC Direct Recurrent Form Online mai, post information UPSSC Direct Recurrent Form Online, janiye UPSSC Direct Recurrent Form Online,mai kaise kar sacta hu apply UPSSC Direct Recurrent Form Online,sonurajput.
No comments:
Post a Comment
Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi