Hello Friends How Are You, kya apko pata hai ki oxigen wallet ko load kaise karte hai agar nahi pata to Aaj mai apko ye batane wala hu ki oxgen wallet ko kaise load karte hai , or isko load karna kyu itna jaruri hai. to dosto Oxigen ek aise service hai jo online mobile recharge ke sath online shoping or online electricity Ka bill online pay karti hai , kyuki Agar apko Oxigen wallet load hoga to app iske jariye online shop bhi kar sacte hai or to or iske wallet se shop karne mai apko points bhi milenge jiske madad se app or shoping kar sacko , or oxigen wallet service apko time time par online shoping ke offers bhi deta hai jiske jariye apki shopping or bhi sasti ho jati hai . To chaliye Batey ab maine apke sath kafi kar li ab mai apko is post ke main Title par leke Aata Hu Or Ab jante hai ki kiase ap isko load kar sacte ho asani se.
Oxigen Wallet Ko Load Kaise Kare
Sabse Pahle Aap Oxigen ki Application download kijiye play store se Ya fhir Aap iski Website ko open kijiye website ko open karne ke liye aap is link ko use kare Oxigen Wallet
Maine Oxigen ki WebSite ka use kiya hai to mai apko website ke jariye apko Apko Batau ga
Agar Aap Application Use karte ho to apko same yahi karna hai jo mai apko is Post mai Batau ga Okk
Sabse Aphle humko oxigenwallet ki website ko open karna hai
Ab ap ismai login kariye Agar apki id nahi hai to sabse pahle apko apna Account Banana hoga
Or uske baad apko login hona hai
to ab apke home page par Load Money Ka option hoga or isko click kariye
Ab ismai Apna Amount daliye jitna apko chahiye Or phir apke mobile number par ek one time password yani ki otp ayega usmai ek code hoga wo apko ismai dalna hoga
Ab apko wo Madhyam select karna hai jiske jariye apko apna wallet load karna hai
maine to debit card ka use kiya hai To amin apko debit card ke bare mai batau ga
Apko apna debit card ki wo sari information dalni hai jo apke card par de gai hai
Oxigen Wallet Se Online Mobile DTH Ka Recharge kaise Kare
Oxigen App Download Karo Or Rs.50 Ka Recharge Free Karo Download karne ke liye Is Link Par Click Kare Click Here
Ek Baar apka Oxigen Wallet Load Successful Ho jaye to apko koi bhi recharge karne mai bilkul bhi time nahi legega or apka koi bhi recharge bilkul Asan ho jaye ga. Or mai ab apko batane wala hu ki kaise hum Apne oxigen wallet se recharge kare
Mai apko dth ka rechage karke batau ga ki kaise karte hai recharge wallet load hone ke baad
Sabse pahle apko oxigen ki website ke homepage par ana hoga or apko usmai DTH ko select karna hoga
Sabse pahle Apko Opreter select karna hai Jaise Mai Dishtv ko Use karta hu
Ab apko Apne DTH ka Number Dalna Hai
Ab apko jitne ka recharge karna hai Wo amount Daliye Or isko Continue Kar dijiye.
Ab apke Samne Order Summary Ayegi usko Check kare
Agar sabkuch dhik hai to Isko PAY NOW kar dijiye
Or Apka DTH ka rechage Successful ho jaye ga
To Dosto Kaise Lagi Meri Ye Post Apko Agar apko meri ye post acchi lagi to plz isko facebook or google+ par jarur shear kar or mujko comment karke bataye meri ke bare mai Thank You.
Taged Line:-
How To Load Oxigen Wallet. How to Use oxigen wallet in shopping mode.how to recharge dth with oxigen wallet use. Oxigen allet kaise load kare, dish tv ka recharge kaise kare,tata sky ka recharge kaise kare, airtel ka recharge kaise kare, sun direct ka recharge kaise kare, bigtv ka recharge kaise kare, wallet ko kaise load kare,oxigen wallet kya hai,oxigen wallet ki jankari,dth ki jankari,SonuRajput.
money load nhi ho raha
ReplyDeleteSir mobail recharge krne me bhi koi point milta hai please replay fast
ReplyDeleteReward points milte hai
DeleteWallet lock ho jay to usko kholne ke liy kya kare jis number se id bani hui h or us wallet me paise h to usko open karne ke liy kya kare
ReplyDeleteइसकी बेहतर जानकारी के लिए आप Oxigen कस्टमर केअर में कॉल करे +91 124 6688333 वो आपको बेहतर जानकारी Provide करेंगे
ReplyDelete