Sunday, March 24, 2019

AdSense Ki EFT Payment Ko Enable Kaise Kare

"How To Enable Adsense EFT Payment In Hindi" Aaj Mai Apko Batau ga ki kaise Hum AdSense ki payment sidhe apne bank mai pa sacte hai Asan tariko se Waise To AdSense India Mai Sabse Pahle Cheque ke Dawara India mai payment karta tha lakin WO payment 1 mahine ke aas pas Hamko mil pati thi or or payment ka Cheque hamko Bludart Coriur ke jariy milta or phir us cheque ki clearing mai bhi 7 se 8 Din lag Jate the To Aisa karke hamko AdSense ki 35 se 40 Din ke Aas Pas Hamko Milti thi Lakin Ab AdSense Indian Publishers ko itne Dino ka wait nahi Karaye ga kyuki AdSense leke aaya hai EFT payment in India iska MATLAB hai Electronic Fund Transfer iske jariye Hum AdSense ki income Sidhe hum Wire transfer ke Dawara Sidhe Bank Account mai le sacte hai.Mai Mere Khud ke Experience ke Hisab Se Batau Jab Meri AdSense ke Jariye 150 $ doller ke income Aani thi . To Maine AdSense mai Apne Bank ki jankari Di or phir Usi mahine ki 22 Tarik ko mere AdSense Account se 151$ doller debit Ho Gaye Or Agle mahine ki 1 tarik ko yani ki 8 Din Baad mere account mai Rs.9990 Rupee Credit Ho Gaye Jismai 36 rupey charge laga .

To Friends Chaliye Jante hai Kaise EFT payment ke options ko enable karte hai AdSense Account mai

Sabse Pahle Aap AdSense Ki Home Page Par Aa Jaiye
Agar Apki AdSense ki income 10$ se uper hai to Adsens Homepage par Add Account ka option dega .


Yadi Apki payment $10 Se Kam hai To Kya Kare.

Sabse pahle homepage pai Setting ke icon ko open Kijiye Or Phir Payment ko Select
kijiye
Jaise He Aap Payment Setting Mai Ayenge Apko Waha par

""Add A New Payment Method"" Ka Options milega Apko Usko open karna hai.






Ab Apke Samne Ek Form Page Open hoga apko is  Form Ko Complete karna hai Or Apko Sahi Details Bharni hai

No.1 Ismai Apko Apna name Dalna hai Jo Aap ke Bank me hai.

No.2 Ismai Apko Apne Bank ka naam dalna hai Jismai apka Account hai.

No.3 Ab Apko Apne ka IFSC Code Dana hai . Agar apko nahi pata hai To Ap Apni Bank ki

Passbok Check kijiye Usmai likha hoga IFSC Code.

No.4 Ab apko Apne Bank ka Swift Bic Code Dalna hai . Agar apko nahi Pata To Aap Apne

Bank ke Costumers Care mai Call kare Apko Waha se Mil jayega.

No.5 Apne Bank Account ka Number Dalna hai.

No.6 Ab apko Phir se WO hi bank account number dalna hai.


Or Isko And mai Save Kar De.





To Aisa Karke Aap Apne AdSense Payment Page Ko Sahi se Bhar sacte ho . Agar Apke Pas Bank Account khata nahi hai to Aap apni Family mai se kisi ka bhi bank Account number de sacte hai or apko phir usi bank ki jankari is Form mai deni hogi.


To Friends kaise lagi meri Ye post Apko umeed hai mujhe Apko meri ye post acchi lagi hogi agar apko is post se related kuch puchna hai to Aap mujh se Comment ke jariye puch sacte hai. Thank You

Meta Tag :-

How to enable AdSense payment page, how to pay AdSense in Hindi, AdSense information in Hindi,what is a AdSense, AdSense ki jankari,AdSense kya hai,AdSense payment kaise karta hai,AdSense paise kaise deta hai,AdSense wire transfer mode kaise chalu kare,India me AdSense ki jankari,tha real make money from AdSense, how to make earn money with AdSense in Hindi ,AdSense Account kaise banaye, AdSense ke liye kya kya Chahiye,AdSense payment kab karta hai, AdSense YouTube ki payment kab karta hai,Sonu Rajput.

3 comments:

  1. Great Tips For Me...
    So Thanks...Bro..

    ReplyDelete
  2. Hi Sonu help
    Last month my balance $90 tha
    Ab $1093 hai
    Mene bank acnt add kar diya hai
    Primary set kiya hai.
    Ab aage kya action hoga
    AdSen ka notification icon par clik kare to
    Sabse neeche ( green mark) ke sath ye likha hai
    (√ ) your payment cruntly on hold..action is recuard for realse

    ReplyDelete

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi