Hallo Friends Aaj ke time mai email hona har vayakti ke liye jaruri Hota hai . iska use jitne bhi online portal hai unmai iska use karna bahut he jaruri hota For Example yadi Aap koi online SSC ka Form Apply Kar Rahe Ho
Step- 1
Sabse Pahle Aap Gmail Ko Open Kijiye . Agar Aap Ke Mobile Mai Nahi Hai to isko Play Story se Download kar lijiye.
Ab Aap Apne Gmail Application Mai Log in Karna hai Yadi apne new gmail applications download ki hui Ho to .
Jaise He Aap Gmail mai Entry kroge To Apko Compose Par Click karna Hai
To. - Ab Apko (To )Wale Options mai Apko Uska Email Dalna hai jisko Aap Email send Karna Chahte ho
Subject. - ab apko Subject Mai WO Subject dalna hai Jiske Topic Par Aap Email likh rahe ho
Compose Email. - ismai apko Apna pura Message likhna hai or msg pura likhne ke baad isko send kar dena hai . Email send karne ke liye maine Red Colour mai Teer ka mark Dikhaya hua hai .
mujhe Ummed Hai Apko Meri ye post Acchi lagi hogi agar apko is post se related kuch bhi puchna ho to Aap Mujhse Comments mai puch sacte hai . or plz meri is post ko Facebook par jarur Share kare . Thank You
Meta Tag:-
How write New Email , how to send email , what is email, email Information , email kaise send karte he, email kya hai , email ki jankari , gmail email kya he, new gmail kaise banaye , gmail Jankari, gmail se email kaise karte hai , email kaise bhejte he , email kaise dalte hai, email kaise likhte hai, email send kaise karte hai, email send karna sikhe,email kaise bejte hai, naya email kaise likhe, friends ke pas email kaise send kare,SonuRajput.
mast post hey bhai, kaffee help mili ishme
ReplyDelete