Friday, March 29, 2019

Computer Kya Hai ? Janiye Hindi me


"What Is Computer In Hindi" Computer ek electronic Machine Jo Hardware or Software se Bana hai . iska kaam suchnao ko ikadha kar ke ek jagah par store karna hota hai .Iski help se hum Koi bhi Kaam Asani Se Kar Sacte hai . computer science jagat ki Sabse badi khoj hai . kyuki Aaj  kal Computer ka har jagah par use kiya ja raha hai chahe WO school ho ya Factory .
Or Jaisa Ki Maine Apko Bataya hai computer Hardware or Software Se Bana hai to Chaliye Jante hai dono mai kya samantay hai.


Hardware

Hardware Ek machine hai jissey pura computer bana Hota hai . Computer ke Ander kai parkar ke hardware Hote jissay ki DVD Drive, Ram , MothetBord, memory,Processer, Mouse , keyboard, In Sab hardware se pura computer Bana hai jaise ki ek admi mai kai parkar ki Hadiya  hoti hai waise he computer mai kai parkar ke hardware Hote hai .

Software

Jaise ki Computer Hardware se Bana Hai to software unko Chalane ke liye Bana hai. computer ke Ander jitne bhi hardware Hote hai unko Oprete karne ke liye software ki Jarurat padti hai. Jaise Admi mai kai parkar ki maspesiya hoti hai sarir ko Oprete karne ke liye waise he software bhi hardware ko operate karta hai or unko order deta hai,

Or Ab Apko Hardware or Software bare mai pata to Chal  Gaya Hoga Lakin Mai ek Baat Or Bata Du Computer mai ek Aisa bhi Hardware Hota hai Jiske Na Hone Se Computer ek dead machine ke braber hai  WO Hoti hai computer ki khud ki hard disk memory  . jaise ke Manusye ka pas kind ka mind Hota hai waise he computer ke pas khud ka Hard disk memory Hota hai.

Hard Disk


Hard disk ek aisa hardware hai jiske use se hum Computer par Jo Bhi kam kar rahe hai uska saara record Computer ki hard disk main Save Hota . Or Hum us file ko kabhi open karke uspai phir se kaam kar Sacte hai or phir se save kar Sacte hai , Simply kahu to Hard disk computer ke Jitne bhi Aakde Hote hai Unko apni memory mai Save kar leta hai.



Or Aaj ka Time Aisa Aa Gaya  Jaha Dekho wahi Computer use Hone lag Rahe Chahe wo ATM Machine ho ya computer.

Computer  ke jariye har Koi Itni Serlta se kaam kar sacta Jaise Teen 3 Ghante ka Kaam 3 Minute mai, Or Ye Data ka bilkul Safe rakhta hai , Or Filhal Computer Bank Mai Jyada ter use kiya jata hai , Computer ke jariye Bank ka Koi Bhi Kaam Bilkul Aasani Se Ho Jata hai .
Or Paisa Bhi Bilkul Safe Rahta hai .

Or Aaj kal To Personal Computer Ka bhi  vikas ho Chuka  hai jiske jariye Laghbag Har Nagrik ke Pas Kud ka personal computer hai , Or Ab To Filhaal Laptop ka Bhi Kaafi use Ho raha hai . computer or laptop ek jaise he kaam karte hai lakin Size ko dekha jaye to ye ek dusre se kaafi alag hai . Laptop ko Him kahi bhi ke ja Sacte hai or kahi bhi use kar Sacte hai. Or Akhire mai ye kehna chahta Hu Apse ki Computer ke Bare mai jitni Bhi Baat Ki Jaye WO Utni kam hai . kyuki Har din Computer Latest ho raha Hai or har din new hardware ban raha hai or Aise He new new software banaye Ja rahe hai.


Agar Apko Meri ye post Acchi lagi ho to plz isko Facebook or Twitter or Apne friends ke Sath jarur Share Kare or Or Apko is post se related kuch bhi puchna ho to Aap Him se Puch Sacte hai Comment ke jariye Thank You.


Meta Tage :-

Computer kya hai, Computer ki puri jankari, computer ka ithash, computer kaise sikhe,computer ko kaise use Kare , Computer ram kya hoti hai, what is computer, How to use computer, Computer kaise Chaliye, Computer ki basic jankari, Computer in Hindi, computer ki jankariya, computer ki full firm kiya hai,

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi