FreeCharge Lo Do Khatam Karo , in dino freecharge Ne Kuch isi Trah se Apni Company ki Ad TV Par Play Kar Raha Hai , Jiske Karan Freecharge ka Promotion Ho Raha hai .
Dekha Jaye To Freecharge Apni Promotion ke liye Funny Ads Tv Channels pai De Rahi Hai . Or inhe TV Ads ke Jariye Promote kiya ka raha hai or Logo ko Pata Chal Raha hai FreeCharge ki Application Ke Bare mai. Google Drive Kya Hai
Or Freecharge *lo do khatam karo* Ki Ads se people Is Application par Accounts Bhi Create kar rahe hai.
Freecharge *Lo Do Khatam Karo* Matlab ye Hota hai Agar Apko Apne kisi Friends ko Paise Dene Hai To Aap Uske Freecharge Account Par Transfer Kar Sacte ho. Or Apka Friends Chahe to Un Paiso ko Bank Mai Withdrew Karwa Sacta hai , Ya phir un paiso ka Rechargeing mai use kar Sacta Hai. Simple kahu to Freecharge Wallet se Dusre Freecharge Wallet mai Payment Send karna hai, Or Isi Ko Kaha Ja raha hai * Lo Do Khatam Karo*
To Chaliye Karte Hai Kisi Ka * Lo Do Khatam Karo * wallet payment Transfer to Freecharge wallet.
FreeCharge Par Account Kaise Banaye.
Sabse Pahle Aap Freecharge wallet Ki Application Download kijiye Play Store se
Ab Aap Freecharge par Account Bana Le.
Account Banane ke Liye Apko email I'd Or Mobile Number ka hona bahut he Jarurat hai.
Yahan Par Apko Register karna Hoga
Register karna bahut he Simple hai .
Form fill up ke baad isko Sign Up Kar Dijiye
freecharge Ka Wallet Kaise Load Kare
Ab Apka Freecharge Par Account Ready Hai Account ko use karne ke liye Apko Sabse
Pahle Freecharge ke Wallet ko Load Karna Hoga . WO bhi mai Apko Batau ga ki kaise
Freecharge ka wallet load karte hai. IFSC code Kya Hota Hai janiye hindi me
Sabse Pahle Apko Right Hand corner Par Apko Rs.0 Rupay ka Nisan Apko Milega Apko
Waha par click karna hai. RTI Kya Hoti Hai Janiye hindi me
To Ab Apke Samne ADD MONEY Ka Options Aa Jaye Ga Apko Jitne Paise Freecharge walle
Mai Chahiye ya phir Apko jitne bhi Paise transfer karne hai WO Amount Daliye.
Jaise he Aap ADD MONEY Par Click karnge To Ab Apko payment
Method Select karna Hai ki Aap kis Madhyam se Freecharge ke RTI apllication Form Kaise Bhare
Wallet ko load karna chahte hai Apke 3 Teen (Three) Trah ke Viklap Hinge
Debit Card / Credit Card / Net Banking , Apko his madhyam se wallet load karna
Hai WO select Kare.Maine to Net banking use ki hai Apko Dikhane ke liye.
Proceed To Pay karne ke Baad Apke Mobile Number par Bank ki traf
Se OTP SMS Ayega Apko WO OTP password Apko Freecharge netbanking mai dalna hai
Hai Or Apka Wallet Successful Load Ho Jaiga.
FreeCharge Wallet Se Dusre Freecharge wallet mai Paise Kaise Transfer karte Hai.
Lo Do Khatam Karo
Ab Apko Freecharge ke Starting Page par Aana Hai .
To Ab Apko Send Money Ke Option Ko Select karna hai.
Aap mere Screen Shut mai Dekh Sacte hai.
Jaise He Aap Send Money Par Click karnge To Ab Apko WO Number Dalna hai
Jiske pas Aapko FreeCharge Wallet mai paise dalne hai. Agar WO number Apke Mobile mai
Pahle se save hai To Aap Usko Yahi se Search kar Sacte hai. NET Banking Sikhne ki puri jankari
To Ab Apko WO Amount Dalna Hai Jo Aap Apne Friend ko Send karna Chahte Ho .
Aap mere Screen Shut mai Dekh Sacte Ho Maine bhi Paise Transfer liye hai Apne Friend
Ko.
To Ab Aapko Finely *PAY NOW* Par Click Karna Hai Or Apke Paise Apke Friend ke
Freecharge wallet mai Send Ho Jaige Or Apki Transfer payment Successful Ho Jaige.
Aap Yaha par Mere Dawar Send ki Gai Transfer payment ka ScreenShut Dekh Sacte Hai.
To Ab Apko Samaj Aa Gaya Hoga ki Apne Friends ke Sath Lo Do Khatam karo , Kaise Karte
Hai . Agar Freecharge Par New User Hai Or Aap Pehla Recharge karna Chahiye Hai to Aap
Ye Promo Code Apply Kare. R7F9VFK Jaise He Aap is Promo code ko Apply karke
Recharge Done karnege To Apko free mai Rs.100 Rupay ka CashBack Milega. ,,, ,,,,,,
Agar Apko Is Post se related kuch Puchna hai To Aap Humey Comment karna na Bhule
Or Plz Is Post Ko FaceBook or Apne Friends ke sath jarur share Kare Thank You.
Adsense ki puri jankari
Meta Tage:-
How to create Freecharge Account, How Load Freecharge wallet in net banking, How To transfer Money To Freecharge wallet to Freecharge wallet, How to use Freecharge wallet, How to pay freecharge wallet, What is freecharge lo do khatam karo, freecharge wallet in Hindi,Freecharge wallet par new Account kaise banaye, Freecharge par naya khata kaise khole,Freecharge ko kaise Jane, Freecharge Wallet Kya hai , Freecharge par money kaise Load karte hai, Freecharge lo do khatam karo ki Puri jankari Hindi me, Freecharge wallet se dusre Wallet mai Paise kaise transfer Kare, freecharge wallet se Paise kaise nikale,Freecharg ki A2Z Jankari Hindi me, Lo Do Khayyam Kari kiya hai,Freecharge wallet kiya hai,SonuRajput.
Thanks for freecharge app tutorial it generate an OTP SMS after process completion this otp sms can generate by using Top 5 Bulk SMS Service Provider in India.
ReplyDelete