Saturday, March 30, 2019

SBI Login Password Forgot Ko Recover Kaise Kare ?


State Bank Of India Mai Jab Aap Net Banking Use Karte hai Or Aap SBI ki net banking ko kafi saal ya mahine Baad use karte hai to Hum Apne net banking ka password Bhul Chuke Hotey Hai Ya Phir Ek He Password ko lagatar 2 se 3 sale tak use karne tak SBI apko notice deti hai ki Ab Aap Apna Password Change kar lo Ya Phir Aap Apne Net Banking mai 3 se jayada Baar wrong password dalne se Aapka Account 1 Din ke liye Suspand ho jata hai To Aise Mai Aap Apni Net Banking Ke Password ko Reset kar Ke Tabhi Apki Net Banking Open Ho Sake Ge . Agar Apko Nahi Pata hai SBI net banking login password forgot ko kaise reset karte hai Aap Meri Is Post Ko Last Tak Read Kijiye Or Apke Is Post mai Barike Se Understand kiya jayega Jiske use se Aap apne Net Banking ka Password reset Apne Aap kar Sacoge.
Ye Post Jarur Padhe:-

SBI net banking forgot login password

Net Banking Ki
Puri Jankari

How To Reset SBI Login Password

Step -1

Sabse Pahle Aap Aapni SBI Ki net Banking Mai Jaiye Jaha se Aap Apne Account ko Login Larte Hai . Login karne ke liye Aap Is Link ka Use Kar Sacte hai SBI Kogin

Or Ab Aapko Login Forgot Password   Par Click karna Hai.



Ye Post Jarur Padhe;-
SBI Bank Mai Quick Money
Kaise Transfer Karte Hai



Step - 2

Ab Aap Droup Down Menu Se Forgot My Login Password Ko Select Kar Lijiye Or Next Par Click kar Dijiye.




Ye Post Jarur Padhe:-
SBI ATM Card Ki Pin
Kaise Change Kare Online

Step - 3

Yaha Par Apko Apne Account Se Related Jankari Dalni hogi .

No.1_User Name :-  ismai Apke Apni Net Banking ka User Name Dalna Hai.

No.2_Account Number :- Ismai Apko Apna Bank Account Number Dalna hai.

No.3_Country :- Ismail Apke India Select Karna Hai.

No.4_Register Mobile Number :- Ismail Apko Apna Mobile Number Dalna hai or Dayan rahe Number WO He Ho Jo Apke Bank Account se Registered Ho.

No.5_Date Of Birth :- Ab Aap Apni Date of Birth Daliye Jo Apke Account Mai De Hai Ho.

No.6_Enter Tha Text As Show In Tha Image :- Kagcha ke text Box Mai Daliye.


Or Ab Submit Kar Dijiye.  Insab Ki Jankari Apke Bank Account Pass book Mai De Gai hai.




Ye Post Jarur Padhe:-
State Bank Rewarz
Kya Hota Hai


Step - 4
Ab Apke Mobile Number Par One Time Password ( OTP ) Ka Message Aayega Or Apko WO Password  Raha Par Dalna Hoga or Agar Apke Mobile par 5 min ke Ander koi Sms Nahi Aata Hai To Aap Click Here To Resend SMS Par Click kijiye Or Apke Mobile Par SMS Aa Jaiga or Sms Wala Password Dalne ke Baad Isko  Confirm Par Click Kar Dijiye.



Ye Post Jarur Padhe:-
Bank Mai RTGS/NEFT
Kya Hota Hai

Step - 5

Ab Apke Samne 3 Option Hinge

No.1 Using ATM Card Detail

No.2 Using Profile Password

No.3 Without ATM Card And Profile Password


Waise To Aap Ko Jonsa Bhi Option Dhik lage Aap Select Kar kijiye Agar Apko Apna Profile Password Yaad Hai To Apko Or Bhi Aasani Hogi Or Mai Apko Profile Password Par Click Kar ke Batane Wala Hu Agey.




Ye Post Jarur Padhe:-
Bank Mai IFSC code
Kya Hota Hai

Step - 6

Ab Aap Apna Profile Password ko Daliye Or Isko Submit Par Click Kijiye.




Ye Post Jarur Padhe:-
Net Banking Se Online
Paise Kaise Transfer karte hai

Step - 7

Ab Aap Apna New Password Daliye Jo Aap New Password Chahte Hai.

Ab Usi Password Ko Dubara Se Retype Kar Dijiye.

Or Isko Sumit Par Click Kar Dijiye.





Step - 8

Ismai Mai Apko Or Kuch Nahi Bata Sacta Kyuki Apka Login Password Reset Ho Chuck Hai .






TO Aisa Karke Aap Apne Bank Ka Password Change Or Reset Kar Sacte Hai . To Ab Apko Karna Ye Hai Plz meri is post Ko Facebook Or Apke Friends se Jarur Share Kare Or Humey Comment karna Na bhule Ki Apko meri ye post kaise Lagi.
Meta Tag :-
how to recover state bank of india login password, How to Create SBI login password,how to create new sbi login password,sbi net banking mai new password kaise banaye,sbi forgot password ki puri jankari,sbi mai new password kaise banaye,forgot password kaise kare sbi net banking ka ,sbp,sbi forgot password in hindi,sbi ke bhule hua password ko dubara kaise banaye,SonuRajput.

1 comment:

  1. Narendra sharma offered best bank recovery, DRT, NPA (Non performing asset) and many types of asset and recovery services. If you are more information about this type of services contact me.

    ReplyDelete

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi