Saturday, March 30, 2019

State Bank Rewardz Kya Hota Hai ?


Kya apko Pata hai State Bank Rewardz Kya hoti hai Agar Nahi Pata to meri ye post Apke

liye Bahut he helpful ho sacte hai or last tak is post ko padhiye or Apko mai barike se

samjhane ki kosis karunga .

State Bank Rewardz Kya Hota Hai

State Bank Rewardz State Bank Dawara Banai Gai Hai . Or Ye Bilkul Secure hai .

State Bank Rewardz Ek Aise service Hai jo Har transition Par Hamko Points Pardan karti

hai Or phir Usko Redeem karke Or Us Ka use kar hum unko online shopping se lekar Online

Online Money Kaise Transfer
 karte Hai Bank Mai

recharge tak use kar Sacte hai . State Bank rewardz Sirf State Bank ke User ke liye hai .

jinka Account State Bank Ki Kisi Bhi Sakha mai hai WO he is service ko use kar Sacte hai.

Agar Aap State bank rewardz Use karna Chahte hai to Apke Pas Android Smart phona

Chahiye Or Apka Account state bank mai Hona Chahiye Or Phir Ap Is Application ko

Google  play Store Se Bhi Download kar Sacte hai . Or phir Apko Is Applications mai

Registration karna hoga . Registration ke liye Apke Pas Do Option Honge Ek To Dabit Card

Number ka Or Dusra CIF Number Aap Chahe Kisi bhi Option Ko Select Karke Ismai Apna

Registration kar Sacte ho .

State Bank Rewardz Points

Ab apka Registration Complete Ho Chuka hai . Or apko Registration ke 100 Bonus Points

milte hai TO ab Aap Jitne Bhi Transition Apne Account Se Karoge To Apko Uske Points

Milenge . Ismai Apko Kam se Kam 200 Rupay ke transition karni hai kisi bhi method se  Or

Apko us par Ek Points milenge.

Or in Points Ko Shopping mai use kar Sacte hai , Recharge kar Sacte hai, Bus ticket Book

kar Sacte hai,Movie Show ki ticket Book kar Sacte hai, Or Aap Flight Or Train Ki Bhi Ticket

Bhi Book Kar Sacte Ho . Kul Mila kar Apke Account se jitni Bhi transition Hogi Chahe WO

Net Banking Se hoi Ho Chahe WO Dabit Card  ya Credit Card Se Hui ho Apko In Sab par Cash Point Milenge

Kul mila ke kahu to ye ek Moll hai jaha par Apko kuch bhi purchase karne par cash points

milte hai Same waise he State Bank Rewardz mai  Hota hai.


Mujhe Umeed Hai Apko Ab Pata Chal Gaya Hoga Ki State Bank Rewardz Kya Hoti hai Or isko kaise Use Karte Or Phir Bhi Apko Kuch Samaj Na Aata Ho To Aap Humse Comments ke Jariye Puch Sacte Hai Or Apko Ye Acchi Lagi Ho To Plz Isko Facebook or Apne Dosto Se jarur Share Kare THANK YOU.

Meta Tag :-
How To Use State Bank Rewardz, State Bank Rewardz ki puri jankari Hindi me,State bank ke points ko redeem kaise kre,State bank Rewardz Kya hai or recharge kaise Kare, State Bank Rewardz Completed Guide In Hindi,State Bank Rewardz in Hindi,SonuRajput 

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi