Navratri Kya Hai" Navratri ek Hindu Festival Hai Jisko Bade Dhoom Dhaam Or Dil Se Manaya Jata Hai . Navratri Ek Sanskrit Word Hai Jiska Meaning Hai नौ रातें Or In Norato Mai Norato Or 9 Din mai Devi Ke 9 Savroop Ki Pooja Ki Jati Hai . or ismai 10va Din Dussehra Ke Roop mai Manaya Jata Hai .
Navratri Mai 9 dino Mai Deviyo Ke 3,Roopo ki pooja Ki Jati Hai Jinke Name Hai MahaLakshmi , Durga Or Sarasvati In Deviyo ke 9 roopo ki Pooja in dino ki jati hai . Navratri Ek महत्वपूर्ण प्रमुख Tyohar Hai , Jisko Pure Bharat Mai Bade Joro soro Se manaya Jata Hai , Or ye festival Aapko India Se Bahar Bhi Dekhne ko Mil Sacta Hai , Chaliye Ab Hum Aapko Batate hai mata Ke 9 Savrupo Ke naam :-
शैलपुत्री , ब्रह्मचारिणी , चंद्रघंटा , कूष्माण्डा , स्कंदमाता , कात्यायनी , कालरात्रि , महागौरी , सिद्धिदात्री
Ye Padhe :-
Part Time Job Se Bane Ek Months
Mai Crorpati
Airtel Free 5GB Data For 3G Kaise
Activate Kare
Navratri Bharat Mai Vibhin Vibhin Rajyo Mai Alag Alag Trah Se manaya Jata hai or bharat Ke Gujarat Mai Is Festival Ko Sabse Jayada Acche Taiyariyo Ke Sath Malaya Jata Hai Or Gujarat Mai Navratri Ke 9 Raat Daandiya or Garba Ke Roop Mai Malaya Jata Hai. Garba Or Devi Ke samman Ke Liye Aarti Se Pahle Kiya Jata hai Or Daandiya devi ki Poona Ke baad kiya Jata hai or bangal mai Durga Poona Ko Bhi bade dhoom Dharm Se manaya Jata Hai.
Is festival mai Apne history or Kathaye hai or Ek katha mai Shree ram Ji ki katha Ka Bhi varnan kiya gaya hai Jismai Raam Ji Lanka Par Vijay Prapt Karne Se Pahle Visaal Samundar Ki 9 din Pooja Ki Thi or 10ve din WO Yudh Ke Liye Gaye Or Lanka Par Vijay Prapti Ki or Dusri Katha mai Mata Rani Ka ek महिषासुर ka Vadh Karne Ka varnan kya gaya hai.
Ye Padhe :-
Mobile Phone Ko Hack Hone Se
Kaise Bachaye
Mobile phone Ka Password
Kaise tode
महिषासुर Ko Devato Se Ajay Hone Ka Vardar Mila Hua Tha Lakin Baad mai Devtao Ko Iska Afsos Hua Or Unko Chinta Hui ki महिषासुर Apne Sakti Ka Galat Use karega . महिषासुर Ne Narak Ka Vistaar Savarg Tak kar Diya . or महिषासुर Ne सूर्य, इन्द्र, अग्नि, वायु, चन्द्रमा, यम, वरुण Jaise
Sabhi Devtao Ke Adhikar Chin Liye or Kudh He Sawarglok Ka Malik ban Gaya . Or Devtao Ne महिषासुर Ka Vadh Karne Ke Liye Mata Durga Ko Racha , Devtao Ne Apne Saktiyo Se mata Durga Ke Rachna Ki Or Mata Durga ko Apne Astr Sastr Athiyaar Diye Jisay Ma Durga Ki Sakti Bhi Jayada Ho Gai Or Phir Mata Ne महिषासुर ko 9ve du Maar Diya or Or Iska Parkop Khatam kiya .
Meta Tag :-
Navratri Kyu Manaye jati Hai , Why we Observed Navratri , Navratri Ki Puri Janakri Hindi me , Navratri kya hai , Navratri mai kya Hota hai , Navratri Mai Pooja kaise kare, Navratri kaise manaye , Navratri In Hindi , Navratri Katha in Hindi , Navratri story in Hindi , SonuRajput
नवरात्री माँ दुर्गा
ReplyDelete9 राते, 9 रूप, 9 प्रतिक, 9 भोग, 9 शक्ति :- आखिर सब 9 ही क्यों?
नवरात्री में 9 शब्द का महत्व।