Hello Friends Aaj Mai aapko Batane Wala hu ki kaise Aap aapne Jio number ka data internet balance Check kar sakte hai , Jaisa ki Friends aapko pata hai Jio Mai customer Care ke siway koi Aisa number nahi hai jismai Aap aapna kisi bhi type Ka balance pata Kar sake , Waise To Filhal Jio Mai Abhi Sabkuch unlimited Diya ja Raha isliye aapko balance Check karne ki Jarurat nahi padti hai Lakin Jab se Jio ne Aapna happy new Offers Launch Kiya hai tab se Aapko per day 1Gb data diya Jata hai or ye offers 31 March 2017 tak valid hai ,
Isliye Aapko Ab1Gb bhi BAHUT Carefully Use Karna Padta hai or Aapko ye to Pata he Hoga ki 1Gb use Hone ke Baad Jo data speed Hoti hai wo 128kbps ke reh jati hai Jo ki 2G se Low grade Hai , Isliye Agar aise Mai aapko ye pata chal jaye Ki aapka data balance Kitna Use Ho Chuka hai to Aap aapne data usage par control PA sakte ho. Agar aapko Nahi pata hai ki data balance Kaise check Karte hai to Aap Hamari ye. Post Last tak read Kijiye. to chaliye Friends Ab aate hai sidhe topic Par :-
Jio ka Internet Balance Kaise Check Kare
Read:- Jio Sim Mai 1 Year Unlimited Internet kaise Chalaye
Read:- Jio Sim Card ka Kaise activation Kare
Friends aapne My Jio Application ka to name Suna he Hoga Agar nahi Suna hai to Jaldi se is Application Ko Google play store se download Kar lijiye .
Download Karne Ke Baad my Jio app Ko open Kijiye . Or Aapna data pack on kar lijiye Kyuki ye application Data on mai he Work Karti hai chahe Aap volte device Use Karte Ho ya LTE , Dino ke Liye Data on rahna Jaruri hai .
Application Ko open karne ke Baad aapko ab homepage Par My Manage account Wala open show Hoga aapko wo Select Karna hai .
Ab aapko 3 Option show honge , Sign in , Sign Up Or Skip , To ab aapko skip wala open select karna hai .
AB aapka Kuch Seconds Mai Account Open Jo Jaiga To Ab Aapko Usmai Balance WaLe Option Par Aapko Click Karna Hoga .
JAISE He Aap Balance Wale Par Option par Click karoge to ab Aapko Aapna Data Balance Shoe Hoga . or Aap Ismai Dekh Sakte He Ki Aapko Kitna Data. Balance milta Hai Per Day Or Usmai Aap Ye Bhi Dekh Sakte Ki Aapne Aapna Data Balance Kitna Use Kar Liya Hai.
Read:-Jio 4G Data Ko 3g or 2G mai kaise use kare
Read:- 4G Internet Speed Test kaise Kare
To Friends Aisa Karke Aap aapne Jio number Ka data balance check kar sakte ho , to dosto aapko Mere ye Jankari Acchi Lagi ho to plz share or comments jarur Kijiye . Or Friends Aise He visit Karte karte Rahiye. Thank you by and Take care .
Meta tag:-
Jio balance kaise chek karte hai , Jio balance Ko online kaise check , Jio data balance kaise check kare , Jio internet balance kaise pata kare , Jio internet balance pata karne ke jankari , Jio Sim card ka Balance kaise pata kare , Jio data internet kaise dekhe, Sonu Rajput.

No comments:
Post a Comment
Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi